NEERAJ.NRP - Fiza Songtexte

Songtexte Fiza - NEERAJ.NRP




Haan kahin chal raha hoon main
Phoolon sa khil raha hoon main
Hath mein jo hath hai tera
Har Fiza se ghul raha hoon main
Aaj phir aasman
Ajnabi sa lag raha hai yeh
Har hasi teri yahan
Sau dafa jo jee raha hoon main
Haan kahin chal raha hoon main
Phoolon sa khil raha hoon main
Yun bewajah sath ho tera
Hai meri itni dua
Yun bewajah sath ho tera
Hai meri itni dua
Aankhon ki woh teri khata
Kar dunga main woh fanah
Baaton mein yun
Tham jaye teri-meri har subah
Haan kahin chal raha hoon main
Phoolon sa khil raha hoon main
Hath mein jo hath hai tera
Har Fiza se ghul raha hoon main
Aaj phir yeh jahan
Baahon mein teri dhal raha hai yeh
Har hasi teri yahan
Sau dafa jo jee raha hoon main



Autor(en): Neeraj Patil


NEERAJ.NRP - Fiza - Single
Album Fiza - Single
Veröffentlichungsdatum
19-01-2024

1 Fiza




Attention! Feel free to leave feedback.
//}