A.Nayyar - Zindagi Meri Lyrics

Lyrics Zindagi Meri - A.Nayyar




Zindagi mari
Teri aankhon ke say main rahe
Har khushi mari
Teri aankhon main, aankhon main miley
Main ne dekha naheen
Main ne sochaa naheen
Teri aankhon...
Teri aankhon ke siwa
Zindagi mari
Teri aankhon ke say main rahe
Har khushi mari
Teri aankhon main, aankhon main miley
Jab main teri aankhon ke pas rahuun
Sardiyon kii raaten mujhe thandi na lageen
Ghanton teri rahon main main baith ke sochaa karon
Or main teri aankhon ke sagar se me piitaa rahuun
Main ne dekha naheen
Main ne sochaa naheen
Teri aankhon...
Teri aankhon ke siwa
Main bhi koi acchhee si kitaab hota
Or to wo tanhaai main padhati rahe
Or main teri ungaliyon ko pyaar se chumma karon
Or fir teree saanson kii khushboo se main mahakaa rahuun
Main ne dekha naheen
Main ne sochaa naheen
Teri aankhon...
Teri aankhon ke siwa
Zindagi mari
Teri aankhon ke say main rahe
Har khushi mari
Teri aankhon main, aankhon main miley
Main ne dekha naheen
Main ne sochaa naheen
Teri aankhon...
Teri aankhon ke siwa



Writer(s): Karim Shahabuddin, Younus Humdam


A.Nayyar - Disco Dharkan
Album Disco Dharkan
date of release
01-04-1985




Attention! Feel free to leave feedback.
//}