Lyrics Nisar Mein - Abida Parveen
Nisār
maiñ
tirī
galiyoñ
ke
ai
vatan
ki
jahāñ
Nisār
maiñ...
Nisār
maiñ...
Nisār
maiñ
tirī
galiyoñ
ke
ai
vatan
ki
jahāñ
Chalī
hai
rasm
ki
koī
na
sar
uThā
ke
chale
Chalī
hai
rasm
ki
koī
na
sar
uThā
ke
chale
Jo
koī
chāhne
vaalā
tavāf
ko
nikle
Nazar
churā
ke
chale
jism
o
jaañ
bachā
ke
chale
Hai
ahl-e-dil
ke
liye
ab
ye
nazm-e-bast-o-kushād
Hai
ahl-e-dil
ke
liye
ab
ye
nazm-e-bast-o-kushād
Ki
sañg-o-ḳhisht
muqayyad
haiñ
aur
sag
āzād
Bahut
hai
zulm
ke
...
Bahut
hai
...
Bahut
hai
zulm
ke
dast-e-bahāna-jū
ke
liye
Jo
chand
ahl-e-junūñ
tere
nām-levā
haiñ
Bane
haiñ
ahl-e-havas
mudda.ī
bhī
munsif
bhī
Kise
vakīl
kareñ
kis
se
munsifī
chāheñ
Magar
guzārne
vāloñ
ke
din
guzarte
haiñ
Magar
guzārne
vāloñ
ke
din
guzarte
haiñ
Tire
firāq
meñ
yuuñ
sub.h
o
shaam
karte
haiñ
Bujhā
jo
rauzan-e-zindāñ
to
dil
ye
samjhā
hai
Bujhā
jo
rauzan-e-zindāñ
to
dil
ye
samjhā
hai
Ki
terī
maañg
sitāroñ
se
bhar
ga.ī
hogī
Chamak
uThe
haiñ
salāsil
to
ham
ne
jaanā
hai
Chamak
uThe
haiñ
salāsil
to
ham
ne
jaanā
hai
Ki
ab
sahar
tire
ruḳh
par
bikhar
ga.ī
hogī
ġharaz
tasavvur-e-shām-o-sahar
meñ
jiite
haiñ
Giraft-e-sāya-e-dīvār-o-dar
meñ
jiite
haiñ
Yūñhī
hamesha
ulajhtī
rahī
hai
zulm
se
ḳhalq
Yūñhī
hamesha
ulajhtī
rahī
hai
zulm
se
ḳhalq
Na
un
kī
rasm
na.ī
hai
na
apnī
riit
na.ī
Yūñhī
hamesha
khilā.e
haiñ
ham
ne
aag
meñ
phuul
Yūñhī
hamesha
khilā.e
haiñ
ham
ne
aag
meñ
phuul
Na
un
kī
haar
na.ī
hai
na
apnī
jiit
na.ī
Isī
sabab
se
falak
kā
gila
nahīñ
karte
Isī
sabab
se
falak
kā
gila
nahīñ
karte
Tire
firāq
meñ
ham
dil
burā
nahīñ
karte
Tire
firāq
meñ
ham
dil
burā
nahīñ
karte
Gar
aaj
tujh
se
judā
haiñ
to
kal
baham
hoñge
Ye
raat
bhar
kī
judā.ī
to
koī
baat
nahīñ
Gar
aaj
auj
pe
hai
tāla-e-raqīb
to
kyā
Ye
chaar
din
kī
ḳhudā.ī
to
koī
baat
nahīñ
Ye
chaar
din
kī
ḳhudā.ī
to
koī
baat
nahīñ
Jo
tujh
se
ahd-e-vafā
ustuvār
rakhte
haiñ
Ilāj-e-gardish-e-lail-o-nahār
rakhte
haiñ
Nisār
maiñ...
Nisār
maiñ...
Nisār
maiñ
tirī
galiyoñ
ke
ai
vatan
ki
jahāñ
Nisār
maiñ
tirī
galiyoñ
ke
ai
vatan
ki
jahāñ
Chalī
hai
rasm
ki
koī
na
sar
uThā
ke
chale
Chalī
hai
rasm
ki
koī
na
sar
uThā
ke
chale
Attention! Feel free to leave feedback.