Alamgir - Dekh Tera Kya Rang Kar Liya Hai Lyrics

Lyrics Dekh Tera Kya Rang Kar Liya Hai - Alamgir



Dekh Tera Kya Rang Kar Diya Hai,
Khusboo Ka Jhoka Teray Sang kar Diya Hai
Dekh Tera Kya Rang Kar Diya Hai,
Khusboo Ka Jhoka Teray Sang kar Diya Hai
Dekh Tera Kya
Yeh Jhoka Teray Ghar Ka Rasta Banay Ga
Hay Hay Ho Ho Ha Ha
Yeh Jhoka Teray Ghar Ka Rasta Banay Ga
Akailay Main Tujh Say Mila To Kahay Ga
Mila To Kahay Ga
Dekh Tera Kya Rang Kar Diya Hai
Khusboo Ka Jhoka Teray Sang kar Diya Hai
Dekh Tera Kya Rang Kar Diya Hai
Khusboo Ka Jhoka Teray Sang kar Diya Hai
Dekh Tera Kya
Teray Paas Yadoon Ka Maila Rahay Ga
Tu logoon Main Reh kar Akaila Rahay Ga
Teray Paas Yadoon Ka Maila Rahay Ga
Tu logoon Main Reh kar Akaila Rahay Ga
Akaila Rahay Ga
Dekh Tera Kya Rang Kar Diya Hai
Khusboo Ka Jhoka Teray Sang kar Diya Hai
Dekh Tera Kya
Tujhay Daikh Kar Shaakh Kaisi Jhuki Hai
Hawa Bhi Darichoon Main Jakay Ruki Hai
Hay Hay Ha Ha Ho Ho
Tujhay Daikh Kar Shaakh Kaisi Jhuki Hai
Hawa Bhi Darichoon Main Jakay Ruki Hai
Jakay Ruki Hai
Dekh Tera Kya Rang Kar Diya Hai
Khusboo Ka Jhoka Teray Sang kar Diya Hai
Dekh Tera Kya Rang Kar Diya Hai
Khusboo Ka Jhoka Teray Sang kar Diya Hai
Hay Hay Ha Ha Ho Ho Mm Mm



Writer(s): Alamgir Alamgir


Alamgir - Pyar Pyar
Album Pyar Pyar
date of release
20-08-2014




Attention! Feel free to leave feedback.