Fotty Seven - Zero Fark Lyrics

Lyrics Zero Fark - Fotty Seven



Tere bhai ka naam kya hai
Dekha hai maine, logo ko haste hue mere moo pe
Hasi badal gayi smile mei, jab jeb mei baje thode rupay
Chalna chahte aaj saath mere, jinhe pehle lagta tha raasta kharab
Abhi toh inn sab ko ye bhi nahi malum ki aane wala gaana mera Badshah ke saath
Jali na teri, jali na teri, jali na jali na teri
Mehnat maine rukne na di, chahe kismat chali na meri
Apni khaali thaali, khaali khaate, khaane ko tha nahi toh maalum tha kha lunga scene
Jis jagah pe inki jalti hai, bas ussi jagah pe mai dalunga ghee
Aag laga dega bhai tera, poori duniya jala dega bhai tera
Yahan khud nahi aye tum laye gaye ho, beta mere aage tere jaise aaye gaye bahot
Chal bye bye bol, jo kisi ki nahi maante, jo kisi ki pe na dhyan de, hota safal woh
Tere palle padha kuchh toh tu bhai hai, baaki saare aa ke mera tota pakad lo
Koi mujhe jaanta nahi
Lere dikkat khamakha ki
Bhai tera baalo wala Sai-Tama
Lete mera naam jab bhi inse pooche koi ki
Tere bhai ka naam kya hai
Padha mujhe zero fark
Diye maine zero fuck
Padha mujhe zero fark
Diye maine zero fuck
Padha mujhe zero fark
Diye maine zero fuck
Padha mujhe zero fark
Diye maine zero fuck
Padha mujhe zero fark
Diye maine zero fuck
Padha mujhe zero fark
Diye maine zero fuck
Padha mujhe zero fark
Diye maine zero fuck
Padha mujhe zero fark
Diye maine zero fuck
Dekha hai maine, logo ko haste hue mere moo pe
Hasi badal gayi smile mei, jab jeb mei baje thode rupay
Lagti hai inhe meri liney badhiya, jinhe pehle lagti thi chutiya si baat
Abhi toh inn sab ko ye bhi nahi malum ki aane wala gaana mera Nucleya ke saath
Bann-na nahi legend, bann-na nahi best, mai toh bas ek chhota sa khaab leke aaya tha
Chhota khaab badha, chhota naam bana badha, chhote aadmi ka kaam iss muqable ka aaya tha
Lena nahi shortcut thake tu agar, log rokenge mere bete rakhna sabar
Par karna nahi aisa koi kaam, tere naam pe koi ungli utha de mere baap ne sikhaya tha
De dena mera sandesa, jisne naam diya rishte ko dhandhe ka
Jiske aage meri haalat thi zaahir par dekh ke bhi kiya mujhe andekha andhe sa
Jinhe aata nahi kaam kuchh ghante ka, par mann kara bann-ne ka fanne khan
Aur jitne bhi mera saath chhod gaye sab ko haath jod ke karta hu dhanyawaad
Koi mujhe jaanta nahi
Lere dikkat khamakha ki
Bhai tera baalo wala Sai-Tama
Lete mera naam jab bhi inse pooche koi ki
Tere bhai ka naam kya hai
Padha mujhe zero fark
Diye maine zero fuck
Padha mujhe zero fark
Diye maine zero fuck
Padha mujhe zero fark
Diye maine zero fuck
Padha mujhe zero fark
Diye maine zero fuck
Padha mujhe zero fark
Diye maine zero fuck
Padha mujhe zero fark
Diye maine zero fuck
Padha mujhe zero fark
Diye maine zero fuck
Padha mujhe zero fark
Diye maine zero fuck



Writer(s): Ankit Gudwani


Fotty Seven - Zero Fark - Single
Album Zero Fark - Single
date of release
29-01-2020




Attention! Feel free to leave feedback.