Jagjit Singh - Mujhe Ghussa Dikhaya Jaa Raha Hai Lyrics

Lyrics Mujhe Ghussa Dikhaya Jaa Raha Hai - Jagjit Singh




Mujhe ghussa dikhaya jaa raha hai
Mujhe ghussa dikhaya jaa raha hai
Tabasum ko dabaya jaa raha hai
Mujhe ghussa dikhaya jaa raha hai
Wahan tak aabru jabt-e-gham hai
Wahan tak aabru jabt-e-gham hai
Jahan tak mushkuraya jaa raha hai
Mujhe ghussa dikhaya jaa raha hai
Tabasum ko dabaya jaa raha hai
Mujhe ghussa dikhaya jaa raha hai
Do aalam maine chode jiske khaatir
Do aalam maine chode jiske khaatir
Wahi daman chudaya jaa raha hai
Mujhe ghussa dikhaya jaa raha hai
Tabasum ko dabaya jaa raha hai
Mujhe ghussa dikhaya jaa raha hai
Kareeb aane me hai ujko takalluf
Kareeb aane me hai ujko takalluf
Wahin se mushkuraya jaa raha hai
Mujhe ghussa dikhaya jaa raha hai
Tabasum ko dabaya jaa raha hai
Mujhe ghussa dikhaya jaa raha hai




Attention! Feel free to leave feedback.
//}