Lyrics Mulzim Par Dua - Junaid Jamshed
Zahir
Ki
Aankh
se
Naa
tamasha
kare
koi
Ho
dekhna
to
deeda
e
dil
waah
kare
koi
Padh
Baithe
Kya
Samajh
Kar
bhala
toor
pe
kaleem
Taaqat
ho
deed
ki
to
taqaaza
kare
koi
Ilaahi
Teri
chokhat
par
bhikari
ban
ke
aaya
hun
Sarapa
faqr
hun
ijzzo
nadamat
sath
laya
hun
Bhikari
wo
ke
jiske
paas
jholi
hai
na
pyala
hai
Bhikari
wo
jise
Hirso
Hawas
ne
maar
dala
hai
Mata-e-Deeno
Danish
nafs
ke
hathon
se
lutwa
kar
Sukun-e-Qalb
ki
daulat
hawas
ki
bhet
chadwa
kar
Luta
kar
sari
punji
Ghaflato
Isyaan
ki
daldal
mein
Sahara
lene
aaya
hun
Tere
Qaabe
ke
aanchal
mein
Gunahon
ki
lipat
se
Kaynat-e-Qalb
afsurda
Irad-e-Muzmahel
Himmat
shikasta
Hosale
murda
Kahan
se
laaun
takat
dil
ki
sachi
tarjumani
ki
Kis
janjhal
mein
guzri
hein
gadhiyan
zindagani
ki
Khulasa
ye
ke
bas
jhal
bhun
ke
apni
roo
siyahi
se
Sarapa
faqr
ban
kar
apni
halat
ki
tabahi
se
Tere
darbar
mein
laya
hun
apni
ab
zabuhali
Teri
chokhat
ke
layik
har
amal
se
hath
hein
khali
Ye
Tera
Ghar
hai
Tere
Maher
ka
darbar
hai
Maula
Sarapa
Noor
hai
Ek
Mohbat-e-Anfar
hai
Maula
Teri
chokhat
ke
jo
aadab
hein
mein
unse
khali
hun
Nahin
jisko
saliqa
mangane
ka
wo
sawali
hun
Zuban
ghar
ke
nadamat
dil
ki
nakas
tarjumani
par
Khudaya
Rahem
meri
is
zaban-e-Be
Zubani
par
Ye
Aankhen
khushq
hein
Ya
Rabb
inhe
rona
nahin
aata
Sulagte
daag
hein
Dil
mein
jinhe
dhona
nahin
aata
Ilahi
Teri
chokhat
par
bhikari
ban
ke
aaya
hun
Sarapa
faqr
hun
ijzzo
nadamat
sath
laya
hun
Attention! Feel free to leave feedback.