Kumar Sanu - Banay Ga Naya Pakistan Lyrics

Lyrics Banay Ga Naya Pakistan - Kumar Sanu



Jado aye ga Imran
Sab ki jaan
Badhay gi is qoum ki shan
Banay ga naya Pakistan
Jado aye ga Imran
Sab ki jaan
Badhay gi is qoum ki shan
Banay ga naya Pakistan
Banay ga naya Pakistan
Dharti misaal hogi aman-o-aman ki
Jeet is baar hai yaqeeni Imran ki
Hojaye gain sab hairan
Jab hilen gy kul ivaan
Banay ga naya Pakistan
Banay ga naya Pakistan
Banay ga naya Pakistan
Sab ke labon pe hai tarana insaaf ka
Yaaron anay wala hai zamana insaaf ka
Hum saab ka hai imaan
Karain mil ke sab ailaan
Banay ga naya Pakistan
Banay ga naya Pakistan
Banay ga naya Pakistan
Puri hogi jab saari qoum ki zarooratein
Mitti hi jayein gi ye dilon ki katooratein
Tal jayein sab bohraan
Hongay puray sab armaan
Banay ga naya Pakistan
Banay ga naya Pakistan
Banay ga naya Pakistan
Dharti se fasli bateron ko bhagayein ge
Zalimo ko, chooron ko, lootero ko bhagayein gy
Pura karain gy sab nuqsan
Tum dekhna meri jaan
Banay ga naya Pakistan
Banay ga naya Pakistan
Banay ga naya Pakistan
Baazi ha hamari saari wicketan gira kar dikhayein ge
Pehle jaise jeete waise jeet ke dekhain gay
Ho jaise bhi maidaan
Jeetay ga apna Khan
Banay ga naya Pakistan
Banay ga naya Pakistan
Banay ga naya Pakistan
Paiso ke ewaz nai bechna imaan ko
Yaad rakho saray is balay ke nishan ko
Jo kehta hai Imran
Hai Quaid ka farmaan
Banay ga naya Pakistan
Banay ga naya Pakistan
Banay ga naya Pakistan
Jado aye ga Imran
Saab ki jaan
Badhay gi is qoum ki shaan
Banay ga naya Pakistan
Banay ga naya Pakistan
Banay ga naya Pakistan
Banay ga naya Pakistan
Banay ga naya Pakistan
Banay ga naya Pakistan
Banay ga naya Pakistan




Kumar Sanu - Ir Best Indian Collection
Album Ir Best Indian Collection
date of release
18-07-2017




Attention! Feel free to leave feedback.