Lata Mangeshkar feat. Meena Mangeshkar & Usha Mangeshkar - Duniya Men Hum Aaye Hain - From "Mother India" Lyrics

Lyrics Duniya Men Hum Aaye Hain - From "Mother India" - Lata Mangeshkar , Usha Mangeshkar , Meena Mangeshkar



Duniya Mein Hum Aaye Hain To Jeena Hi Padega
Jeevan Hai Agar Zehar To Peena Hi Padega
Duniya Mein Hum Aaye Hain To Jeena Hi Padega
Jeevan Hai Agar Zehar To Peena Hi Padega
Gir Gir Ke Museebat Mein Sambhalte Hi Rahenge
Jal Jaayen Magar Aag Pe Chalte Hi Rahenge
Gir Gir Ke Museebat Mein Sambhalte Hi Rahenge
Jal Jaayen Magar Aag Pe Chalte Hi Rahenge
Gum Jisne Diye
Gum Jisne Diye Hain Wohi Gum Door Karega
Gum Jisne Diye Hain Wohi Gum Door Karega
Duniya Mein Hum Aaye Hain To Jeena Hi Padega
Jeevan Hai Agar Zehar To Peena Hi Padega
Aurat Hai Woh Aurat Jise Duniya Ki Sharam Hai
Sansaar Mein Bas Laaj Hi Naari Ka Dharam Hai
Sansaar Mein Bas Laaj Hi Naari Ka Dharam Hai
Zinda Hai Jo
Zinda Hai Jo Izzat Se Woh Izzat Se Marega
Zinda Hai Jo Izzat Se Woh Izzat Se Marega
Duniya Mein Hum Aaye Hain To Jeena Hi Padega
Jeevan Hai Agar Zehar To Peena Hi Padega
Maalik Hai Tere Saath Na Darr Gum Se Tu Ae Dil
Mehnat Kare Insaan To Kya Kaam Hai Mushkil
Maalik Hai Tere Saath Na Darr Gum Se Tu Ae Dil
Mehnat Kare Insaan To Kya Kaam Hai Mushkil
Jaisa Jo Kare
Jaisa Jo Karega Yahan Waisa Hi Bharega
Jaisa Jo Karega Yahan Waisa Hi Bharega
Duniya Mein Hum Aaye Hain To Jeena Hi Padega
Jeevan Hai Agar Zehar To Peena Hi Padega




Lata Mangeshkar feat. Meena Mangeshkar & Usha Mangeshkar - Forever Lata Mangeshkar - Philosophical
Album Forever Lata Mangeshkar - Philosophical
date of release
22-09-2016

1 Ik Rasta Hai Zindagi - From "Kaala Patthar"
2 Dil Ki Girah Khol Do - From "Raat Aur Din"
3 Uthe Sabke Kadam Dekho Ram Pam Pam - From "Baton Baton Mein"
4 Duniya Men Hum Aaye Hain - From "Mother India"
5 Aadmi Musafir Hai (Happy Version) - From "Apnapan"
6 Paani Re Paani - From "Shor"
7 Jyoti Kalash Chhalke - From "Bhabhi Ki Chudiyan"
8 Zindagi Pyar Ka Geet Hai (Female Version) - From "Souten"
9 Jot Se Jot Jagake Chalo (Female Version) - From "Sant Gyaneshwar"
10 Ek Pyar Ka Naghma Hai (Happy Version) - From "Shor"
11 Lakh Chhupao Chhup Na Sakega - From "Asli Naqli"
12 Satyam Shivam Sundaram (From "Satyam Shivam Sundaram")
13 Allah Tero Naam, Ishwar Tero Naam (From "Hum Dono")
14 Rajnigandha Phool Tumhare - From "Rajnigandha"
15 Maine Kaha Phoolon Se - From "Mili"
16 Gham Chhodke Manao Rang - From "Gumnaam"
17 Mora Gora Ang Laile - From "Bandini"
18 Nindiya Se Jagi Bahar - From "Hero"
19 Sheesha Ho Ya Dil Ho (From "Aasha")



Attention! Feel free to leave feedback.