Lata Mangeshkar feat. Nitin Mukesh - Dil Ne Dil Se Kya Kahan Lyrics

Lyrics Dil Ne Dil Se Kya Kahan - Lata Mangeshkar , Nitin Mukesh




Dil ne dil se kya kaha, sun zara, sun zara
De raha hai kya sada, sun zara, sun zara
Dil ne dil se kya kaha (sun zara, sun zara)
De raha hai kya sada (sun zara, sun zara)
Mausam bahaaron ka
Aa re, aa (aa re, aa), aa re, aa (aa re, aa)
Dil ne dil se kya kaha (sun zara, sun zara)
De raha hai kya sada (sun zara, sun zara)
Mausam bahaaron ka
Aa re, aa (aa re, aa), aa re, aa (aa re, aa)
Dil ne dil se kya kaha, sun zara
Pehli mulaqat mein main toh teri ho gayi
Tere hi khayalon mein, saathiya, main kho gayi
Chaahta hoon aaj main saare bhed khol doon
Ab talak na jo kaha, aaj tujhse bol doon
Matlab ishaaron ka
Aa re, aa (aa re, aa), aa re, aa (aa re, aa)
Dil ne dil se kya kaha (sun zara, sun zara)
De raha hai kya sada, sun zara
Maang teri bhar doon main, zulf ko sanwaar doon
Jitna tu kahe, sanam, utna tujhko pyaar doon (aa)
Tere-mere pyaar ka ek naya sansar ho
Farsh ho armaanon ka, sapno ki deewar ho
Aangan sitaaron ka
Aa re, aa (aa re, aa), aa re, aa (aa re, aa)
Dil ne dil se kya kaha (sun zara, sun zara)
De raha hai kya sada (sun zara, sun zara)
Mausam bahaaron ka
Aa re, aa (aa re, aa), aa re, aa (aa re, aa)
Dil ne dil se kya kaha, sun zara, sun zara
De raha hai kya sada, sun zara




Lata Mangeshkar feat. Nitin Mukesh - Aaina (Original Motion Picture Soundtrack)
Album Aaina (Original Motion Picture Soundtrack)
date of release
01-12-1992



Attention! Feel free to leave feedback.
//}