Lyrics Yeh Hum Aa Gaye Hain Kahaan - Lata Mangeshkar , Javed Akhtar , Udit Narayan , Madan Mohan
Lehraati
huyi
raahein,
khole
huye
hain
baahein
Yeh
hum
aa
gaye
hain
kahaan?
Palkon
pe
gehre-halke
hain
reshmi
dhundhal
ke
Yeh
hum
aa
gaye
hain
kahaan?
Haan,
yeh
hum
aa
gaye
hain
kahaan?
Woh
dekho
zara,
parbaton
pe
ghatayein
Humari
dastaan
haule
se
sunayein
Suno
toh
zara,
yeh
phoolon
ki
waadi
Humari
hi
koi
kahani
hai
sunati
Sapnon
ke
iss
nagar
mein,
yaadon
ki
rehguzar
mein
Yeh
hum
aa
gaye
hain
kahaan?
Haan,
yeh
hum
aa
gaye
hain
kahaan?
Jo
raahon
mein
hai
rut
ne
sona
bikhera
Sunehra
hua
tera-mera
savera
Zameen
so
gayi
barf
ki
chaadaron
mein
Bas
ek
aag
si
jalti
hai
do
dilon
mein
Hawayein
sansanayein,
badan
kaanp
jaaye
Yeh
hum
aa
gaye
hain
kahaan?
Haan,
yeh
hum
aa
gaye
hain
kahaan?
Yeh
barsaat
bhi
kab
thame,
kaun
jaane
Tumhein
mil
gaye
pyaar
ke
sau
bahane
Sitaaron
ki
hai
jaise
baaraat
aayi
Humare
liye
raat
yoon
jagmagayi
Sapne
bhi
jhilmilayein,
dil
mein
diye
jalayein
Yeh
hum
aa
gaye
hain
kahaan?
Haan,
yeh
hum
aa
gaye
hain
kahaan?
Haan,
yeh
hum
aa
gaye
hain
kahaan?
Attention! Feel free to leave feedback.