Lyrics Ek Tu Hi Bharosa (From "Pukar") - Lata Mangeshkar
Aa
jaa
ke
kab
milke
rab
se
dua
maange
Jeevan
mein
sukoon
chaahe,
chaahat
mein
vafa
maange
Haalaat
badalne
main
ab
der
na
ho
maalik
Jo
de
chuke
phir
yeh
andher
na
ho
maalik
Ek
tu
hi
bharosa,
ek
tu
hi
sahaara
Is
tere
jahan
mein
nahin
koi
hamaara
Eeshwar
ya
allah,
yeh
pukaar
sun
le
Eeshwar
ya
allah
hai
daata
Humse
na
dekha
jaaye
barbaadiyon
ka
sama
Ujdi
hui
basti
mein
yeh
tadap
rahe
insaan
Humse
na
dekha
jaaye
barbaadiyon
ka
sama
Ujdi
hui
banti
mein
yeh
tadap
rahe
insaan
Nanhe
jismon
ke
tukde
liye
khadi
hai
ek
maa
Baarood
ke
dhuen
mein
tu
hi
bol
jaaye
kahan
Ek
tu
hi
bharosa
Ek
tu
hi
sahaara
Is
tere
jahan
mein
Nahin
koi
hamaara
Eeshwar
ya
allah,
yeh
pukaar
sun
le
Eeshwar
ya
allah
hai
daata
Eeshwar
ya
allah,
yeh
pukaar
sun
le
Eeshwar
ya
allah
hai
daata
Naadaan
hain
hum
to
maalik,
kyoon
di
hamein
yeh
saza
Yahan
hai
sabhi
ke
dil
mein
nafrat
ka
zaher
bhara
Naadaan
hain
hum
to
maalik,
kyoon
di
hamein
yeh
saza
Yahan
hai
sabhi
ke
dil
mein
nafrat
ka
zaher
bhara
Inhe
phir
se
yaad
dila
de
sabak
vohi
pyaar
ka
Ban
jaaye
gulshan
phir
se
kaanton
bhari
duniya
Ek
tu
hi
bharosa,
ek
tu
hi
sahaara
Is
tere
jahan
mein
nahin
koi
hamaara
Eeshwar
ya
allah,
yeh
pukaar
sun
le
Eeshwar
ya
allah
hai
daata
Eeshwar
ya
allah,
yeh
pukaar
sun
le
Eeshwar
ya
allah
hai
daata
Meri
pukaar
sun
le
Eeshwar
ya
allah,
yeh
pukaar
sun
le
Eeshwar
ya
allah
hai
daata
Hey
eeshwar
ya
allah
Eeshwar
ya
allah,
yeh
pukaar
sun
le
Eeshwar
ya
allah
hai
daata
Eeshwar
ya
allah,
yeh
pukaar
sun
le
Eeshwar
ya
allah
hai
daata
Eeshwar
ya
allah,
yeh
pukaar
sun
le
Eeshwar
ya
allah
hai
daata
Meri
pukaar
sun
le,
meri
pukaar
sun
le,
meri
pukaar
sun
le
1 Jiya Jale (From "Dil Se")
2 Ek Tu Hi Bharosa (From "Pukar")
3 Naino Ko Baaten Karne Do (From "Elaan")
4 Is Jahan Ki Nahi Hai (From "King Uncle")
5 Jab Se Mile Naina (Female Version) - From "First Love Letter"
6 Gori Hai Kalaiyan (From "Aaj Ka Arjun")
7 Dono Ke Dil Hain (From "Nargis")
8 Bandhan Toote Na (From "Paap Ki Duniya")
9 Zindagi Mein Pehli Pehli Baar (From "Mitti Aur Sona")
10 Ga Mere Sang (From "Gunahon Ka Faisla")
11 Maahiya Teri Kasam (From "Ghayal")
12 Jaane De Mujhe Jaana Hai (From "Shahenshah")
13 Rabba Tera Mein Shukar Manaoon (From "Dulhan Banoo Mein Teri")
14 Krishna Krishna (From "Kishen Kanhaiya")
15 Tu Mere Paas Bhi Hai (From "Satya")
16 Diwani Diwani (From "First Love Letter")
17 Ye Badal Asmaan Pe Kyon (From "Dil Ki Baazi")
18 Mere to Radheshyam Re (From "Guddu")
19 Na Ja Re,Na Ja Re (Female Version) - From "Aaj Ka Arjun"
20 Gori Kab Se Huyee Jawan (From "Phool Bane Angaray")
Attention! Feel free to leave feedback.