Lata Mangeshkar feat. Laxmikant–Pyarelal - Roz Sham Aati Hai Magar Aesi Lyrics

Lyrics Roz Sham Aati Hai Magar Aesi - Lata Mangeshkar , Laxmikant–Pyarelal

Rose shaam aatee thi, magar aisee naa thi
Rose-rose ghata chaati thi, magar aisee naa thi

Ye aaj meri zindagi mein kaun aa gaya?

Daali mein ye kiskaa haath kar ishaare bulaae muje

Jhumti chanchal hawa chhu ke tan gudgudaae muje
Haule-haule, dheere-dheere koyi geet mujko sunaae
Preet man mein jagaae, khulee aankh sapane dikhae
Dikhae, dikhae, dikhae, khulee aankh sapane dikhae
Ye aaj meri zindagi mein kaun aa gaya?
Rose shaam aatee thi, magar aisee naa thi
Rose-rose ghata chaati thi, magar aisee naa thi
Armaanon ka rang hai jahaan palken uthaati hoon main

Hans-hans ke hai dekhati, jo bhee murat banaati hoon main
Jaise koyi mohe chede, jis aur/or bhee jaatee hoon main
Dagamagaati hoon main, deewaanii huee jaatee hoon main
Deewaanii, deewaanii, deewaanii, deewaanii huee jaatee hoon main
Ye aaj meri zindagi mein kaun aa gaya?
Rose shaam aatee thi, magar aisee naa thi
Rose-rose ghata chaati thi, magar aisee naa thi
...magar aisee naa thi
...magar aisee naa thi

Attention! Feel free to leave feedback.