Mukesh feat. Kanchan - Kya Khoob Lagti Ho - From "Dharmatma" Lyrics
Mukesh feat. Kanchan Kya Khoob Lagti Ho - From "Dharmatma"

Kya Khoob Lagti Ho - From "Dharmatma"

Mukesh , Kanchan


Lyrics Kya Khoob Lagti Ho - From "Dharmatma" - Mukesh , Kanchan




Kya khub lagtee ho, badee sundar dikhti ho
Kya khub lagtee ho, badee sundar dikhti ho
Phir se kaho, kehthe raho, achchha lagtaa hai
Jeevan ka har sapnaa ab sachcha lagtaa hai
Kya khub lagtee ho, badee sundar dikhti ho
Kya khub lagtee ho, badee sundar dikhti ho
Taareef karoge kab tak? bolo, kab tak?
Mere seene mein saans rahegee jab tak
Kab tak main rahoongi man mein? haan, man mein?
Sooraj hoga jab tak nil gagan mein
Phir se kaho, kehthe raho, achchha lagtaa hai
Jeevan ka har sapnaa ab sachcha lagtaa hai
O, kya khub lagtee ho, badee sundar dikhti ho
Tum pyaar se pyaaree ho, tum jaan hamaari ho
O-o
O-o
Khush ho naa muje tum paakar, muje paakar
Pyaase dil ko aaj milaa hai saagar
Kya dil mein hai aur tamanna, hai tamanna?
Har jeevan mein tum mere hee bananaa
Phir se kaho, kehtee raho, achchha lagtaa hai
Jeevan ka har sapnaa ab sachcha lagtaa hai
O, kya khub lagtee ho, badee sundar dikhti ho
Tum pyaar se pyaare ho (tum jaan hamaari ho)
Tum pyaar se pyaare ho (tum jaan hamaari ho)




Attention! Feel free to leave feedback.