Nusrat Fateh Ali Khan - Aankh Uthti Mohabbat Ne Lyrics

Lyrics Aankh Uthti Mohabbat Ne - Nusrat Fateh Ali Khan



Raat youn dil men Teri bhooli hui yaad ai
Jese veeranay men chupke se bahaar ajae
Jese sehraon men chale holay se baad-e-naseem
Jese beemaar ko be-wajhe qarar ajae
Jese beemar ko
Be-wajhe qarar ajae
Jese beemaar
Ko
Be-wajhe
Qarar ajae
Aj ki baat phir nhn ho gi
Ye mulakat phir nhn ho gi
Aj ki baat phir nhn ho gi
Ye mulakat phir nhn ho gi
Ese baadal Tw phir bhi aen ge
Esi barsaat phir nhn ho gi
Ik nazar mur K dekhne wale
Kya ye khairaat phir nhn ho gi
Ek nazar mur K dekhne wale
Kya ye khairaat phir nhn ho hi
US K nazdeeq Gham-e-tark-e-wafa kuch bhi nhn
Mutmain ese hen wo jese hua kuch bhi nhn
Ab Tw Hatton se lakeeren bhi mitti jati he
Us ko kho kr Tw mere pass raha kuch bhi nhn
Kal bhicharna he Tw ehd-e-wafa soch K baandh
Abhi aghaaz-e-mohabbat he gaya kuch bhi nhn
Men Tw is wastay chup hun K tamasha na bne
Tu smjhta he mjhe touch se gila kuch bhi nhn
Chaadni raat yaad aati he
Ye mulakat yaad aati he
Dekh kr un ghaneree zulfon ko
Musst barsaat yaad aati he
Aankh uthi
Aankh uthi
Aankh uthi
Wo aankh uthi
Lo aankh uthi
Jis tarf uth gai he aahen hen
Chasm-e-baddoor kya nigahen he
Wo Aankh uthi
Lo aankh uthi
Jidhr uthai nazar qatl-e-aam tum ne kia
Qaza ka naam hua aur kaam tum ne kia
Wo aankh uthi
Lo aankh uthi
Wo aankh uthi
Aankh uthi Mohabbat ne angrai li
Dil ka soda Chaadni raat men
Aankh uthi Mohabbat ne angrai li
Dil ka soda Chaadni raat men
Unki nazron ne kuch Esa jado kia
Lut gae hum Tw pehli mulakat men
Unki nazron ne kuch Esa jado kia
Lut gae hum Tw pehli mulakat men
Unki nazron ne
Unki nazron ne hum pe Esa jado kia
Sharaab seekh pe daali
Qabab sheeshe men
Esa jado kia unki nazron ne
Hum pe Esa jado kia
Unki nazron ne
Khud tarap kr unki janib gir gaya
Hum hosh bhi Apna bhool
Emaan bhi Apna bhool gae
Ik dil hi nhn us bazm men hum
Na jane kya kya bhool gae
Jo baat thi unko kehne ki
Wo baat hi kehna bhool gae
Ghairon ke fasane yaad rahe
Hum Apna fasana bhool gaye
Esa jado kia
Unki nazron ne
Hum pe Esa jado kia unki nazron ne
Kya kya nigah-e-yaar men tasseer ho gai
Bijli kbhi bni kbhi shamsheer ho gai
Mehfil men baar baar unhi par nazar gai
Hum ne bachai lakh magar phir udhr gai
Unki nigah men koi jadoo zaroor tha
Jis per pari usi ke jigar men utar gai
Esa jadoo kia
Unki nazron ne
Hum pe Esa jadoo kia unki nazron ne
Bun Ke tasweer-e-gham reh gaye hen
Khoye khoye se hum reh gaye hen
Baant li sub ne aapas men khushian
Mere hisse men gham reh gae hen
Ab na uthna sarhane se mere
Ab Tw ginti ke dum reh gaye hen
Aye saba, ek zehmat Zara phir
Unki zulfon men khamm reh gaye hen
Kainat-e-jafa-o-wafa men
Ek tum ek hum reh gae hen
Aj saaqi Pila shaikh ko bhi
Ek ye mohtaram reh gaye hen
Nazar mila ke mere pass aake loot lia
Nazar hati Tw phir muskara Ke loot lia
Koi ye loot Tw dekho ke usne jab chaha
Mjhi men reh K Mjhi men sama keh loot lia
Na lutte hum magar un Musst akhrion-e-jigar
Nazar bachate hue dubduba K loot lia
Dekho
Esa jadoo kia unki nazron ne
Hum pe Esa jadoo Kia unki nazron ne
(Alaap)
Unki nazron ne kuch Esa jadoo kia
Lut gaye hum Tw pehli mulakat men
Sath Apna wafa men na choote kbhi
Pyar ki dorr bundh kr na choote kbhi
Choot jaye zamana Koi gham nhn
Hath tera rahe bus mere hath men



Writer(s): Farrukh Fateh Ali Khan, Abdul Sattar Niazi


Nusrat Fateh Ali Khan - Supreme Collection Vol. 15
Album Supreme Collection Vol. 15
date of release
01-12-1983




Attention! Feel free to leave feedback.