Sadhana Sargam - Jai Laxmi Mata Lyrics

Lyrics Jai Laxmi Mata - Sadhana Sargam




Om Jai Lakshmi Mata Maiya Jai Lakshmi Mata, Tumko Nishdin Sevat, Har Vishnu Vidhata.
Om Jai Lakshmi Mata Uma Rama Bharmani, Tum Hi Jag Mata, Surya Chandrma Dhyavat Naard Rishee Gata.
Om Jai Lakshmi Mata Durga Roop Niranjani, Sukh Sampati Data, Jo Koi Tum Ko Dhayata, Riddhi Siddhi Pata.
Om Jai Lakshmi Mata Tum Patal Nivasini, Tum Hi Shubh Data, Karam-Prabhav-Prakashini, Bhav Nidhi Ki Trata.
Om Jai Lakshmi Mata Jis Ghar Main Tum Rahti, Sub Sadgun Aata, Sub Sambhav Ho Jata, Man Nahi Ghabrata.
Om Jai Lakshmi Mata Tum Bin Yagya Na Hove, Vastra No Koi Pata, Khan-Pana Ka Vaibhav, Sub Tumse Pata.
Om Jai Lakshmi Mata Shubhgun Mandir Sundar, Sheerodadhi Jata, Ratan Chaturdhsh Tum Bin, Koi Nahi Pata.
Om Jai Lakshmi Mata Mahalakshmi Ji Ki Aarti, Jo Koi Nar Gata, Urr Anand Samata, Pap Utar Jata.
Om Jai Lakshmi Mata



Writer(s): Surinder Kohli, Balbir Nirdosh


Attention! Feel free to leave feedback.