Satyum - MUKTI Lyrics

Lyrics MUKTI - Satyum



Mujhe Mukti ab chahiye
Mujhe Mukti ab chahiye
Man mera ye haram hai
Mujhe karna ye paap hai
Mujhe chod do jaane do
Mujhe chod do jaane do
Dil mai baithi kayi baatein
Mujhe chubti ye kaate ye
Mujhe Mukti ab chahiye
Mujhe Mukti ab chahiye
Man mera ye haraam ka
Dil main na chain
Tanhaayi mera aaka
Pilaade rum neat
Daaru bole meri bhasha
Baithi mere sath
Har lamhe ko kaata
Baatein saari raat
Main aur botal kare
Dono phir saath roye
Uske jo nikle aansu
60 ke do peg bane
Chada jo nasha
Mera man hua halka hai
Utar jayegi toh
Phirse tadapna hai
Thak chuka mai hu ladke
Kismat hai doshi
Ya hai dosh mere sar pe
Na koi aisa yaar
Jaisa daaru mujhe samjhe
Old Monk ki khurak
Ke hai dam pe ab palte
Man mera ye haram hai
Mujhe karna ye paap hai
Mujhe chod do jaane do
Mujhe chod do jaane do
Dil mai baithi kayi baatein
Mujhe chubti ye kaate ye
Mujhe Mukti ab chahiye
Mujhe Mukti ab chahiye
Gam ye sitam
Mera chalta na man
Main akela akela rehta
Jasbaat hai khatam
Mai bhi sota sota uthu
Mere salle ye karam
Ye bharam mere aaj ke
Bure mere haal se
Suna maine
Dekha maine
Khuda se bhi maang ke
Suni jo uski raza toh
Moun mere haadse
Rahu mai akela
Milu kisi ko na jaanke
Daaru ko batau
Saare gam jo hai kaat te
Man mera ye haraam ka
Dil main na chain tanhaayi mera aaka
Fitoor mere gam ka jo dil mai hai raja
De de tu rihayi
Mujhe udne de khwaja
Man mera ye haram hai
Mujhe karna ye paap hai
Mujhe chod do jaane do
Mujhe chod do jaane do
Dil mai baithi kayi baatein
Mujhe chubti ye kaate ye
Mujhe Mukti ab chahiye
Mujhe Mukti ab chahiye



Writer(s): Satyam Gupta


Satyum - Delhi Trap House (The Experience)
Album Delhi Trap House (The Experience)
date of release
20-11-2021




Attention! Feel free to leave feedback.