Satyum - UDAAN Lyrics

Lyrics UDAAN - Satyum



Mera lagta na man
Mere saare ye bharam
Mera lagta na man
Mere saare ye bharam
Mujhe roko na udne do
Mujhe roko na udne do
Mere saare ye karam
Meri hai ye aadatein
Mujhpe hi bhaari rabba
Baithi mere saath
Tanhayi mere yaar rabba
Kol tu bula le
Aasman ka ik tara rabba
Lagta na
Lagta na man kisi bhi waqt
Ghutan mere andar
Aana bahar chaahe khud se ab
Par samjhe na
Samjhe na koi yaar
Aap te ni beeti
Dujeyan nu dena gyaan
Koi samjhe na
Mere saare ye karam
Lena chaahe mere gam
Mujhe roko na udne do
Mujhe roko na udne do
Dil se hai manga maine
Khud ko bacha ke rakh
Bechaini jo sataaye
Apno ko sada yaad kar
Akela tera ghar
Is gaane ko laga
Nahi toh mujhko bata
Mai sunuga teri raat bhar
Gam jo tu baate
Kam lage tujhe ye safar
Bhul se bhi soch na
Ek yaad ki bas hai kasar
Likh de tu panno mai
Aasuon se lapet kar
Uda de phir jahan mai
Koi padhega tera humsafar
Ya ladle khuda se
Aur batade tu hi tera rab
Jaa khud mai hi tu khoja
Aur dhund tera beeta kal
Muskurata chehra
Tujhko chahiye tha vapis kabse
Andar hi khushi hai
Phir yaar kyu tu dhunde jag mai
This is for us
Just for us
Hope it helps
Hope we help each other
Hope we are happy
Hope we will be at peace
Mera lagta na man
Mere saare hai bharam
Mujhe roko na udne do
Mujhe roko na udne do
Mere saare ye karam
Lena chaahe mere gam
Mujhe roko na udne do
Mujhe roko na udne do
Mera lagta na man
Mere saare hai bharam
Mujhe roko na udne do
Mujhe roko na udne do
Mere saare ye karam
Lena chaahe mere gam
Mujhe roko na udne do
Mujhe roko na udne do
We love us
We will take care of each other
Never feel alone
We have this song
That connects us



Writer(s): Satyam Gupta


Satyum - Delhi Trap House (The Experience)
Album Delhi Trap House (The Experience)
date of release
20-11-2021




Attention! Feel free to leave feedback.