Strings - Tu Hai Kahan Lyrics

Lyrics Tu Hai Kahan - Strings



Tu hai kahan tu hai kahan
Tu hai kahan tu hai kahan
Tu hai kahan
Jo apne aap ko dhoond le
Woh aasaman aur zameen hai
Jhilmilata sitara hai woh
Kehkashan se haseen hai
Jee mein thaan kar chal pada hai
Jo usko khud par yakeen hai
Dil ko chhodna mooh ko modna
Uski aadat nahin hai
Jo apne aap ko dhoond le
Woh aasaman aur zameen hai
Jhilmilata sitara hai woh
Kehkashan se haseen hai
Jee mein thaan kar chal pada hai
Jo usko khud par yakeen hai
Dil ko chhodna mooh ko modna
Uski aadat nahin hai
Jo apne aap ko dhoond le
Woh aasaman aur zameen hai
Tu hai kahan tu hai kahan
Jo apne aap ko dhoond le
Woh aasaman aur zameen hai
Tu hai kahan tu hai kahan
Jo apne aap ko dhoond le
Woh aasaman aur zameen hai
Tu hai kahan
Ek jigara ho to sab kuch hai
Na ho to hasrat hai
Ye jo seene ko sulga de
Pathar bhi pigla de
Dil maange aur zayda
Dil maange aur
Jo apne aap ko dhoond le
Woh aasaman aur zameen hai
Jhilmilata sitara hai woh
Kehkashan se haseen hai
Jee mein thaan kar chal pada hai
Jo usko khud par yakeen hai
Dil ko chhodna mooh ko modna
Uski aadat nahin hai
Jo apne aap ko dhoond le
Woh aasaman aur zameen hai
Tu hai kahan tu hai kahan
Jo apne aap ko dhoond le
Woh aasaman aur zameen hai
Tu hai kahan tu hai kahan
Jo apne aap ko dhoond le
Woh aasaman aur zameen hai
Tu hai kahan
Dil mein jo tamana ho
Poora har sapna ho
Toodo ye zanjeere
Jaldi se nayi subah ho
Dil maange aur zayda
Dil maange aur
Jo apne aap ko dhoond le
Woh aasaman aur zameen hai
Jhilmilata sitara hai woh
Kehkashan se haseen hai
Jee mein thaan kar chal pada hai
Jo usko khud par yakeen hai
Dil ko chhodna mooh ko modna
Uski aadat nahin hai
Jo apne aap ko dhoond le
Woh aasaman aur zameen hai
Tu hai kahan tu hai kahan
Jo apne aap ko dhoond le
Woh aasaman aur zameen hai
Tu hai kahan tu hai kahan
Jo apne aap ko dhoond le
Woh aasaman aur zameen hai
Tu hai kahan



Writer(s): Bilal Maqsood, Faisal Kapadia


Strings - Hai Koi Hamsa




Attention! Feel free to leave feedback.