Lyrics La Haasil - Sunny Khan Durrani
Kaash
ye
bhi
ghazlon
ka
doar
hota
Kaash
aaj
bhi
lafzon
pe
ghor
hota
Kaash
is
khel
me
na
hoti
koi
haar
jeet
Dil
ki
daraazon
ki
ham
karte
ab
bhi
chaan
been
Kaash
ab
bhi
hote
ham
puraane
ghar
me
Kash
me
na
roz
uthta
neend
se
darr
ke
Kaash
ke
ye
faasla
thoraa
aur
kam
hota
Kaash
mere
dil
me
koi
bhi
na
gham
hota
Kaash
ke
ye
kaash
kahin
dur
jaa
ke
bas
jaen
Kaash
gham
bhul
ke
ye
lab
phir
se
hans
paen
Kaash
abu
aaj
bhi
hote
hamare
sath
me
Kon
lagae
gallay
baad
eid
ki
namaaz
ke
Kaash
ke
me
likh
paata
kya
hai
kahaani
Kaash
ke
tum
jaante
jo
tumhe
bhi
pataa
nahi
Kaash
ke
ye
kaaah
ka
samandar
paar
kar
jaen
In
hasraton
ke
neeche
kahin
doob
ke
na
mar
jaen
Me
sirf
apna
dil
is
geet
pe
bahaa
raha
To
agar
kuch
ghalat
lage
maaf
karna
Jaane
dena
Me
khud
bhi
hun
tang
apne
aap
se
Samajh
lena
gar
me
na
de
sakun
jawaab
Kaash
saans
lesakte
doob
ke
To
aaj
mera
dost
Kamran
hota
sath
me
Kaash
log
dekh
lete
mur
ke
To
aaj
kitne
rishte
choot'te
na
haath
se
Kaash
ke
na
toot'tay
bachpan
ke
khilonay
Kaash
mil
jaate
shehron
ke
konay
Kaash
ke
na
toot'tay
bachpan
ke
khilonay
Kaash
mil
jaate
shehron
ke
konay
Me
Nusrat
sahab
ke
sawaal
se
bhi
tang
Jaane
kab
honge
kam
is
dunya
ke
gham
Kaash
mujhe
aata
rangon
me
basnay
ka
dhang
To
aas
paas
ke
log
mujhse
na
hote
tang
Me
itne
saalon
baad
wohi
gham
suna
raha
Tang
nahi
hue
kya
tum
sab
meri
zaat
se?
Me
apne
shetaanon
ko
kab
se
sulaa
rahaa
Jaagay
hue
bethay
hain
wo
sab
pichli
raat
se
Aik
bachpan
ka
dost
jo
ke
chala
gaya
Karachi
Aaj
tak
uski
koi
khabbar
ya
pata
nahi
Ali
Sher
agar
mera
ye
geet
tujh
tak
pohunch
Jae
jab
yaadain
tatolun
bhai
tu
aksar
yaad
aaye
Tujh
se
bhi
wese
hi
raabta
nahi
ho
para
Jese
mere
abu
tak
pegham
nahi
pohunch
para
Abu
me
aik
acha
beta
nahi
ban
saka
Aap
ke
sab
khwaab
me
nahi
pura
kar
saka
Ab
jab
us
rab
ke
aap
itne
qareeb
ho
Puchna
banaya
mere
bete
ko
ajeeb
kyun
Ab
bhi
aapka
dia
hua
waada
nahi
tora
Me
rakh
raha
khayaal,
me
chup
chup
ke
ro
raha
Par
sachi
jo
baat
mera
dil
nahi
lagta
hai
Saans
ki
hai
kami
lage
dam
ghuttay
dunya
me
Reh
raha
hun
yahan
sirf
ghar
walon
ki
khaatir
Warna
aitraaz
nai
gar
ruk
jaen
saansain
Me
sirf
apna
dil
is
geet
pe
bahaa
raha
To
agar
kuch
ghalat
lage
maaf
karna
Jaane
dena
Me
bhi
khud
bhu
hun,
tang
apne
aap
se
Samajh
lena
gar
me
na
de
sakun
jawaab

Attention! Feel free to leave feedback.