Various Artists - Outro Lyrics

Lyrics Outro - Edgar Oceransky , Tarang Nagi



Hai dil ko teri aarzoo
Par main tujhe na paa sakun
Hai dil ko teri justaju
Par main tujhe na paa sakun
Main hoon shab tu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon labh tu dua
Dono jud ke judaa
Madno, mashuko, dilbaro, madno re
Hai dil ko teri aarzoo
Par main tujhe na paa sakun
Hai dil ko teri justaju
Par main tujhe na paa sakun
Main hoon shab tu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon labh tu dua
Dono jud ke judaa
Madno, mashuko, dilbaro, madno re
Madno madno.
Kayi khwaab dil tujhko le kar sajaaye
Par khauf yeh bhi kahin par sataaye
Ghar yeh bhi tootey toh phir hoga kya re
Mujhe raas aati hain khushiyaan kahan re
Kyon dil ko dukhana bewajah madno re
Kyon dil ko dukhana bewajah
Phir aansu bahana ik dafa
Phir aansu bahana ik dafa
Main hoon shab tu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon labh tu dua
Dono jud ke judaa
Madno, mashuko, dilbaro, madno re
Tu hi to har pal bandha hai
Lamhon ki inn zanjeeron mein
Tu hi to har dum raha hai
Khwaabon ki har taaberon mein
Tu hi to har din dikha hai
Dhundli ujli tasveeron mein
Tere hi to hai khusboo mujh mein haan madno re
Tere hi to hai khusboo mujh mein haan
Ab tu hi to har su har jagah
Ab tu hi to har su har jagah
Bhi chus shab sa subah
Meelyth doshvai judaa
Bhi chus labh sa dua
Meelyth doshvai judaa
Madno, mashuko, dilbaro, madno re
Haan tera saaya to main hoon
Par sang tere na reh sakun
Haan iss safar me to main hoon
Par sang tere na ruk sakun
Main hoon shab tu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon labh tu dua
Dono jud ke judaa
Madno, mashuko,
Dilbaro, madno re



Writer(s): Karim Skakni, Socrate Petnga, Gregory Guenael Berthou


Various Artists - Professor Zamorra - 4 - Der Stierdämon

1 Outro




Attention! Feel free to leave feedback.