Lyrics Tere Sang Pyar Main Nahin Torna / Dialogue : Hare Tum Log Ass Kyoon ( Nagin ) / Dialogue : Goli Kisne Chalai Hai ( Nagin ) [Nagin / Soundtrack Version] - Various Artists
Are,
tum
log
has
kyun
rhe
ho?
Has
nahi
rhe,
dost,
ro
rhe
hain
Tumhari
akal
pe
aur
hum
sab
ki
bewakoofi
per
Ek
deewane
ne
khwaab
dekha
jungle
mein
Aur
uski
tasdiiq
ke
liye
hum
sab
deewane
tumhare
darbar
mein
pahunch
gaye
Ye
deewangi
nahi,
haqiqat
hai
Maine
apni
aankhon
se
un
do
insaano
ko
saanp
bante
hue
dekha
hai
Vijay,
pehle
to
tumhari
sirf
dimag
pe
shak
tha
Ab
maloom
hota
hai
ki
tumhari
aankhien
bhi
jaa
rhi
hain
Hum
ye
kaise
maan
sakte
hain,
yaar?
Ki
ek
saanp
jab
chhahe
insaan
ka
roop
dharan
kar
le
Aur
jab
jee
mein
aaye,
fir
se
saanp
ban
jaaye
Main
to
kehta
hoon
ki
ye
tumhare
dimag
ka
fatoor
hai
aur
kuch
nahi
Mujhe
to
soch
kar
bhi
hasi
aati
hai,
yaar
Chand
saal
pehle
tumhare
jaise
log
Chaand
per
jaane
waalo
per
aisa
he
hasa
karte
the
Oh,
philosopher
sahab
Aap
apni
philosophy
se
sach
ko
jhooth
mein
nahi
badal
sakte
Are,
bhai,
ye
iksha-daari
saanp
sadiyo
se
hain
Aur
jo
baat
sadiyo
se
such
hai,
wo
aaj
bhi
such
hai,
samjhe?
Tere
sang
pyaar
main
nahi
todna
O,
tere
sang
pyaar
main
nahi
todna
Chhahe
tere
peeche
jag
pade
chhodna
O,
tere
sang
pyaar
main
nahi
todna
O,
tere
sang
pyaar
main
nahi
todna
Chhahe
tere
peeche
jag
pade
chhodna
O,
tere
sang
pyaar
main
nahi
todna
Maang
meri
mein
shabnam
ne
moti
bhare
Aur
nazaro
ne
mehendi
lagai
Maang
meri
mein
shabnam
ne
moti
bhare
Aur
nazaro
ne
mehendi
lagai
Naache
bin
he
paayaliya
chanakne
lagi
Bin
hawa
ke
he
chunri
lehraai,
chunri
lehraai
Aaj
dil
se
hai
dil
ko
jodna
O,
tere
sang
pyaar
main
nahi
todna
O,
tere
sang
pyaar
main
nahi
todna
Aankh
banke
tujhe
dekhti
he
rahoon
Pyaar
ki
aisi
tasweer
ban
ja
Aankh
banke
tujhe
dekhti
he
rahoon
Pyaar
ki
aisi
tasweer
ban
ja
Teri
baanhon
ki
chhanv
se
lipti
rahoon
Mere
saanson
ki
taqdeer
ban
ja,
taqdeer
ban
ja
Tere
saath
waada
kiya
nahi
todna
O,
tere
sang
pyaar
main
nahi
todna
O,
tere
sang
pyaar
main
nahi-
Goli
kisne
chalayi?
(Maine)
kyun?
Aankhir
main
goli
nahi
chalata
to
naag
us
ladki
ko
das
leta
Wo
ladki
nahi
hai,
bewakoof,
wo
nagin
hai
Aur
jis
naag
per
tumne
goli
chalai
hai
Use
main
insaan
ke
roop
mein
dekh
chuka
hoon
Us'se
baatein
kar
chuka
hoon
Lekin
ab
kya
karoon?
Pistol
se
nikli
hui
goli
wapas
to
nahi
aa
sakti
Jis
tarah
pistol
ki
goli
wapas
nahi
aa
sakti
Isi
tarah
nagin
ka
badla
kabhi
tal
nahi
sakta
Kehte
hain,
"marne
waale
naag
ki
aankh
mein
maarne
waale
ki
tasweer
reh
jaati
hai"
Aur
nagin
us
waqt
tak
chain
se
nahi
baith'ti
Jab
tak
wo
khoon
ka
badla
na
chuka
le
To
ab
kya
kiya
jaaye?
Kiran
ke
bachne
ki
sirf
ek
he
soorat
hai
Humein
foran
us
naag
ko
dhundh
ke
zameen
mein
daba
dena
chhaiye
Taaki
wo
nagin
apne
naag
ki
aankh
mein
iske
tasweer
na
dekh
sake
Let's
search,
haan,
chalo
(chaliye)
1 Phoolon Ke Saath - From "Roti"
2 Kya Yahi Pyar Hai - From "Rocky"
3 Haa Jab Tak Hai Jaan
4 Mere Naseeb Mein - Naseeb / Soundtrack Version
5 Pyar Mein Kabhi Kabhi (From "Chalte Chalte")
6 Wada Karo - From "Aa Gale Lag Jaa"
7 Kasme Vaade Nibhayenge Hum - Part 1, From "Kasme Vaade"
8 Mujhe Chu Rahi Hain Teri Garam Sansen - From "Swayamvar"
9 Saagar Kinare (From "Saagar")
10 Churi Nahin Yeh Mera Dil Hai
11 Koi Koi Raat Aisi Hoti Hai - From "Banarasi Babu"
12 Hum Tumse Mile (From "Rocky")
13 Tere Sang Pyar Main Nahin Torna / Dialogue : Hare Tum Log Ass Kyoon ( Nagin ) / Dialogue : Goli Kisne Chalai Hai ( Nagin ) [Nagin / Soundtrack Version]
14 Bhool Gaya Sub Kuchh
15 Thoda Hai
16 Naina Mere Rang Bhare - Blackmail / Soundtrack Version
Attention! Feel free to leave feedback.