Vinod Sehgal - Aap Kahiye Ke Lyrics

Lyrics Aap Kahiye Ke - Vinod Sehgal




Aap kahiye ke mere dil ki tamanna kya hai
Aap kahiye ke mere dil ki tamanna kya hai
Woh haseen khwaab jo inn aankhone dekha kya hai
Aap kahiye ke mere dil ki tamanna kya hai
Samna aapka hota hai to hota hai yehi
Samna aapka hota hai to hota hai yehi
Bhool jate hai hume aapse kehna kya hai
Mujhko tasleen nigaahon ki khatayein lekin
Mujhko tasleen nigaahon ki khatayein lekin
Aaina dekhiye jalwo ka takazaa kya hai
Dard ki raah se guzre to zamana jaane
Dard ki raah se guzre to zamana jaane
Aapka mujhse, mera aapse rishta kya hai
Dekhiye aapne deewana kaha hai mujhko
Dekhiye aapne deewana kaha hai mujhko
Mai hu deewana, to deewane se parda kya hai?
Woh haseen khwaab jo inn aankhone dekha kya hai?
Aap kahiye ke mere dil ki tamanna kya hai



Writer(s): Naqsh Lyallpuri, Jagjit Singh


Vinod Sehgal - Jagjit Singh Presents Vinod Sehgal
Album Jagjit Singh Presents Vinod Sehgal
date of release
31-12-1984




Attention! Feel free to leave feedback.
//}