Ali Zafar - Aag paroles de chanson

paroles de chanson Aag - Ali Zafar



Aag jaise yeh jawaani...
Aag jaise yeh jawaani, iss me kyun na jale
Yeh toh paani hai, zindgani hai isame kyun na bahe
Aag jaise yeh jawaani, iss me kyun na jale
Yeh toh paani hai, zindgani hai isame kyun na bahe
Raaton ko jaage hum toh kya, din mein soye toh kya
Baaton se bhage hum toh kya, kuch kahe na toh kya
Dil kahe jo hum kare vo, kisi ka na maane kehana
Aag jaise yeh jawaani, isame kyun na jale
Yeh toh paani hai, zindgaani hai isame kyun na bahe
Duniya hum ko bura jaane, par vo jaanehi kya
Lenge hum jaise diwaane, jindagi ka nasha
Ho kushi ya gum bhi aaye, humne hasate hi rehna
Aag jaise yeh jawaani, isame kyun na jale
Yeh toh paani hai, jindgaani hai isame kyun na bahe
Aag jaise yeh jawaani, isame kyun na jale
Yeh toh paani hai, jindgaani hai iss me kyun na bahe



Writer(s): Inconnu Editeur, Raakin Iqbal


Ali Zafar - Masty
Album Masty
date de sortie
10-04-2007




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.