paroles de chanson Yeh Bahar Yeh Sama - Asha Bhosle
Aah! yeh bahaar, yeh samaa
Aah!
Aye dushman-e-jaan chal diya kahan
Aye dushman-e-jaan chal diya kahan
Yeh bahaar, gaalon pe latt ha!
Beqaraar, gora badan ha!
Pyar pyar tujhko pukaare
Tu nahi sunta kya karoon? Allah
Aye dushman-e-jaan chal diya kahan
Yeh bahaar, gaalon pe latt ha!
Beqaraar, gora badan ha!
Pyar pyar tujhko pukaare
Tu nahi sunta kya karoon? Allah
Chhaon bhi jo sanam teri
Chhaon bhi jo sanam teri
Mil gayi meri chhaon se
Daali badan ki huyi hari
Khil gayi main adaaon se
Dekho meri angdaaiyan
Aye dushman-e-jaan chal diya kahan
Yeh bahaar, gaalon pe latt ha!
Beqaraar, gora badan ha!
Pyar pyar tujhko pukaare
Tu nahi sunta kya karoon? Allah
Aaja aaja ab mat deir kar
Aaja aaja mat deir kar
Masti hai abi chal mein
Aaya bhi meri jaan tu agar
Aate aate kai saal mein
Tab tak jiyoongi kahan
Aye dushman-e-jaan chal diya kahan
Yeh bahaar, gaalon pe latt ha!
Beqaraar, gora badan ha!
Pyar pyar tujhko pukaare
Tu nahi sunta kya karoon? Allah
Aye dushman-e-jaan chal diya kahan x (4)

Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.