Asha Bhosle feat. Kishore Kumar - Chhod Do Aanchal Zamana Kya Kahega - From "Paying Guest" paroles de chanson

paroles de chanson Chhod Do Aanchal Zamana Kya Kahega - From "Paying Guest" - Kishore Kumar , Asha Bhosle



Aasha: chhod do aanchal zamaana kya kahega
(o o o, chhod do aanchal zamaana kya kahega
Kishor: haa haa haa, in adaaon ka zamaana bhi hai deevaana
deevaana kya kahega) -2
Aasha: haa haa haa, chhod do aanchal zamaana kya kahega
Aasha: main chali
(main chali ab khoob chhedo pyaar ke afsaane
kuchh mausam hai deevaana kuchh tum bhi ho deevaane) -2
Kishor: zara sunana jaan-e-tamanna
o zara sunana jaan-e-tamanna
itna to soch ye mausam suhaana kya kahega
Aasha: o o o, chhod do aanchal zamaana kya kahega
Kishor: haa haa haa, in adaaon ka zamaana bhi hai deevaana
deevaana kya kahega
Aasha: haa haa haa, chhod do aanchal zamaana kya kahega
Kishor: (ho ho ho ho ho ho
Aasha: aa haa aa aa aa aa) -2
Kishor: ho ho ho ho ho ho
Aasha: uN uN uN uN
Aasha: yun na dekho jaag jaaye pyaar ki angdayee
ye rasta ye tanhaai, lo dil ne thokar khaayee
Kishor: yahi din hain masti ke sin hain -2
kis ko ye hosh hai apnaa begaana kya kahega
Aasha: o o o, chhod do aanchal zamaana kya kahega
Kishor: haa haa haa, in adaaon ka zamaana bhi hai deevaana
deevaana kya kahega
Aasha: haa haa haa, chhod do aanchal zamaana kya kahega
Aasha:(ye bahaaren, ye phuvaaren, ye barastaa saavan
thar thar kaanpe hai tan man meri baiyaan dhar lo saajan) -2
Kishor: aji aana dil mein samaana -2
ek dil, ek jaan hain ham tum, zamaana kya kahega
Aasha: o o o, chhod do aanchal zamaana kya kahega
Kishor: haa haa haa, in adaaon ka zamaana bhi hai deevaana
deevaana kya kahega



Writer(s): S.D. BURMAN, S.D.BURMAN, SULTANPURI MAJROOH, MAJROOH SULTANPURI


Asha Bhosle feat. Kishore Kumar - Sitare Zameen Par (Dedication To Nutan)
Album Sitare Zameen Par (Dedication To Nutan)
date de sortie
01-11-2013

1 Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki (From "Dulhan Ek Raat Ki")
2 Aasman Wale Teri Duniya Se - From "Laila Majnu"
3 Ae Chand Zara Chhup Ja (From "Laat Saheb")
4 Ae Mere Hamsafar (From "Chhabili")
5 Bahon KO Zara Lehra De (From "Kabhi Andhera Kabhi Ujala")
6 Chand Phir Nikla Magar Tum Na Aaye (From "Paying Guest")
7 Chandan Ka Palna Resham KO Dori (From "Shabab")
8 Chandan Sa Badan Chanchal Chitwan (From "Saraswatichandra")
9 Chhod Do Aanchal Zamana Kya Kahega - From "Paying Guest"
10 Chhun Chhun Baje Payal Mori (From "Humlog")
11 Chupke Se Mile Pyase Pyase - From "Manzil"
12 Chura Le Na Tumko Ye Mausam Suhana (From "Dil Hi to Hai")
13 Dil Ki Nazar Se - From "Anari"
14 Dil Mein Sama Ke - From "Kanhaiya"
15 Dukhiyare Naina (From "Nirmohi")
16 Humsafar Saath Apna Chhod Chale (From "Aakhri Dao")
17 Kali Ghata Chhaye Mora Jiya Tarsaye (From "Sujata")
18 Main Suraj Hoon Tu Meri Kiran (From "Dil Ne Phir Yaad Kiya")
19 Man Ki Been Matwari Baje - From "Shabab"
20 Man Mohana Bade Jhoothe - From "Seema"
21 Marna Teri Gali Mein - From "Shabab"
22 Meri Jaan Kuchh Bhi Kijiye - From "Chhalia"
23 Mujhe Yaad Karne Wale (From "Rishte Naate")
24 Nee Baliye Rut Hai Bahar Ki - From "Kanhaiya"
25 O Jogi Jab Se Tu Aaya Mere Dwar - From "Bandini"
26 Phool Tumhe Bheja Hai Khat Mein (From "Saraswatichandra")
27 Pyar Par Bas to Nahin Hai (From "Sone Ki Chidiya")
28 Sapnon Mein Aana (From "Shisham")
29 Sawan Ka Mahina - From "Milan"
30 Tera Mera Saath Rahe (From "Saudagar")
31 Tere Ghar Ke Samne (From "Tere Ghar Ke Samne")
32 Tumhari Mast Nazar Gar (From "Dil Hi to Hai")
33 Tumhin Meri Mandir - From "Khandan"
34 Tune Hai Mere Zakhm E Jigar Ko - From "Nagina"
35 Woh Chand Khila Woh Tare Hanse (From "Anari")
36 Ye Tanhai Hay Re Hay - From "Tere Ghar Ke Samne"
37 Yeh Raaten Yeh Mausam - From "Dilli Ka Thug"




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.