Asha Bhosle feat. Sudha Malhotra, Balbir, Bande Hasan & Sahir Ludhianvi - Jee Chahta Hai Choom Loon paroles de chanson

paroles de chanson Jee Chahta Hai Choom Loon - Asha Bhosle , Balbir , Sudha Malhotra




Aa, na khanjar uthega, na talwaar tum se
Haan, ye baazu mere...
Ye baazu mere aazmaaye hue hain
Aur pehchaanta hoon khoob...
Pehchaanta hoon khoob tumhaari nazar ko main
Pehchaanta hoon khoob tumhaari nazar ko main
Bhayi, jaane na doonga haath se dil aur jigar ko main
Jaane na doonga haath, haath se...
Jaane na doonga haath, haath se...
Jaane na doonga haath se dil aur jigar ko main
Aa, dil aisi shaye nahin hai jo kaabu mein reh sake
Dil aisi shaye nahin hai jo kaabu mein reh sake
Dil aisi shaye nahin hai jo kaabu mein reh sake
Bhayi, samjhaoon kis tarah se, kis tarah...
Samjhaoon kis tarah se, kis tarah...
Samjhaoon kis tarah se kisi bekhabar ko main
Haan, aayi hai unke chaand se chehre ko choom kar
Ho, aayi hai unke, aa, haan, aayi hai unke, ho, ho
Aayi hai unke chaand se chehre ko choom kar
Bhayi, jee chaahta hai...
Haan, jee chaahta hai choom loon apni nazar ko main
Jee chaahta hai choom loon, ho, apni nazar ko main
Jee chaahta hai choom, choom loon...
Jee chaahta hai choom, choom loon...
Jee chaahta hai choom loon apni nazar ko main
Aa, go zulam behisaab kiya is nigaah ne
Go zulam behisaab kiya is nigaah ne
Ruswa kiya, kharaab kiya is nigaah ne
Go zulam behisaab kiya is nigaah ne
Ruswa kiya, kharaab kiya is nigaah ne
Ek kaam laajwaab kiya is nigaah ne
Jo tujhko intekhaab kiya is nigaah ne
Jo tujhko intekhaab kiya is nigaah ne
Bhayi, jee chaahta hai choom loon apni nazar ko main
Jee chaahta hai choom loon, oh, apni nazar ko main, main
Jee chaahta hai choom loon apni nazar ko main
Jee chaahta hai, jee chaahta hai...
Jee chaahta hai, jee...
Haan, ishq par zor nahin, hai ye wo aatish fitnah
Ishq par zor nahin, hai ye wo aatish fitnah
Ishq par zor nahin, hai ye wo aatish fitnah
Ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bane
Ab tum hi kaho ki, kya?
Jee chaahta hai, jee chaahta hai...
Jee chaahta hai, jee chaahta hai...
Jee chaahta hai, jee...
Wo sada duur-duur rehta hai
Nasih tu darust kehta hai
Uspe marne se kuchh nahin haasil
Aahein bharne se kuchh nahin hasil
Bemurawwat hai, bewafa hai wo
Mere dushman ka aashna hai wo
Ab use chhodna hi behtar hai
Ye bharam todna hi behtar hai
Maante hain tere nasihat ko
Haaye, par kya karein, par kya karein tabiyat ko?
Bhayi, jee chaahta hai, jee chaahta hai...
Jee chaahta hai, jee... (aa)
Jee chaahta hai, jee... (aa)
Jee chaahta hai, jee... (aa)
Jee chaahta hai, jee... (aa)
Pichhle pehar jab os pade aur thandi pawan chale
Birha agan mora tan-man phoonke, sooni sej jale
Ho, sab sakhiyan chali pee ko rijhaane
More sajan hain duur thikaane aur mera bhi...
Jee chaahta hai, jee chaahta...
Jee chaahta hai, jee chaahta...
Kyun aag pe marte hum ye nahin keh sakte
Haaye, bas jee chaahta hai, jee chaahta...
Jee chaahta hai, jee chaahta...
Seerat ka hai sawaal na soorat ki baat hai
Hum tum pe mar mite, ye tabiyat ki baat hai
Bhai, jee chaahta hai, jee chaahta...
Jee chaahta hai, jee chaahta...
Jee chaahta hai, jee chaahta...
Jee chaahta hai, jee chaahta, chaahta, chaahta...
Jee chaahta hai, jee chaahta...
Jee chaahta hai, jee chaahta...
Jee chahta hai choom loon apni nazar ko main



Writer(s): Roshan, Ludiavani Sahir



Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.