Atta Ullah Khan Esakhelvi - Dil Lagane Ki Humko Mili Ye Saza paroles de chanson

paroles de chanson Dil Lagane Ki Humko Mili Ye Saza - Atta Ullah Khan Esakhelvi



Dil lagany ke ham ko mili ye saza
Dil lagany ke ham ko mili ye saza
Koi apna bana kay dagha dy gia
Dil lagany ke ham ko mili ye saza
Koi apna bana kay dagha dy gia
Mujh sy jeeny ka haq chheen kar
Mujh sy jeeny ka haq chheen kar
Zindagi ki dua dy gia
Dil lagany ke ham ko mili ye saza
Koi apna bana kay dagha they gia
Beywafa ney toor di jab
Payar ki pehli qasam
Oss ki zulfain thee pareshaan
Meri bhi aankhain thi namm
Waqt-e-Rukhsat beywafa ny
Mujh pay yeh dhaya sitamm
Aik tasveer ky oss ny tukrey kiay
Meri soorat ka hissa mujhy they gia
Dil lagany ke ham ko mili ye saza
Koi apna bana ky dagha they gia
Waqt kay bay-Reham hathoun say Lutti jageer thee
Main ney jab dekha ossy to wo meri tasveer thee
Oss ney mujh ko jo dia hey wo meri taqdeer thee
Tuhfey gheroun ko oss ney wafa kay diay
Baywafai ka qissa mujhy they gia
Dil lagany ke ham ko mili ye saza
Koi apna bana kay dagha they gia
Kaash hamm bhi Eshq ki onn tohmatoun sy khheltay
Apni yeh qismat kahan kay geysowoun say khheltay
Dil jaloun ko main ney dekha aasowon sy kheltay
Apna sub kuchh gawa kay main roota raha
Koi chahat ka achha silla they gia
Dil lagany ke ham ko mili ye saza
Koi apna bana kay dagha they gia
Aik din oss baywafa say main ney milney ko kaha
Ek nazar dekha mujhy tow kar le pher neechi negah
Main sy puchha oss ney Sadiq muskura kay ye kaha
Abb kay bichhray melain gay hashar main sabhi
Wo hashar ka delasa mujhy they gia
Dil lagany ke ham ko mili ye saza
Koi apna bana kay dagha they gia
Mujh sy jeeny ka haq chheen kar
Mujh sy jeeny ka haq chheen kar
Zindagi ki dua dy gia
Dil lagany ke ham ko mili ye saza
Koi apna bana kay dagha they gia
Koi apna bana kay dagha they gia
Koi apna bana kay dagha they gia




Atta Ullah Khan Esakhelvi - Atta Ullah Khan Remix 2
Album Atta Ullah Khan Remix 2
date de sortie
01-01-2007




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.