Geeta Dutt feat. Mohd Rafi - Udhar tum haseen ho paroles de chanson

paroles de chanson Udhar tum haseen ho - Geeta Dutt feat. Mohd Rafi



Mohd.Rafi: Hmmm Hmmmm Hmmm, Hmmmm Hmmm Hmmmmm
Udhar Tum Haseen Ho,
Idhar Dil Jawaan Hai, Yeh Rangeen Raaton Ki Ik Dastaan Hai
Udhar Tum Haseen Ho,
Idhar Dil Jawaan Hai, Yeh Rangeen Raaton Ki Ik Dastaan Hai
Geeta Dutt: Yeh Kaisa Hai Naghma,
Yeh Kya Dastaan Hai, Bata Ae Mohabbat, Mera Dil Kahan Hai
Yeh Kaisa Hai Naghma...
Mohd.Rafi: Mere Ghar Mein Aayi Hui Hai
Bahaar, Qayamat Hai Phir Bhi Karun Intezaar (2)
Geeta Dutt: Aaaa
Mohabbat Kuchh Aisi Sada De Rahi Hai
(2), Keh Khud Raat Angdaaiyan Le Rahi Hai
Jidhar Dekhti Hoon, Nazaara Jawaan Hai
Mohd.Rafi: Udhar Tum Haseen Ho,
Idhar Dil Jawaan Hai, Yeh Rangeen Raaton Ki Ik
Dastaan Hai
Geeta Dutt: Yeh Kaisa Hai Naghma,
Yeh Kya Dastaan Hai, Bata Ae Mohabbat, Mera Dil Kahan Hai
Yeh Kaisa Hai Naghma...
Mohd.Rafi: Sulgati Hai Taaron Ki
Parchhaiyan, Buri Hain Mohabbat Ki Tanhaaiyan (2)
Geeta Dutt: Aaaa
Mehakne Laga Meri Zulfon Mein Koi (2), Lagi Jaagne Dhadakne Soyi Soyi
Meri Har Nazar Aaj Dil Ki Zubaan Hai
Mohd.Rafi: Udhar Tum Haseen Ho,
Idhar Dil Jawaan Hai, Yeh Rangeen Raaton Ki Ik Dastaan Hai
Geeta Dutt: Yeh Kaisa Hai Naghma,
Yeh Kya Dastaan Hai, Bata Ae Mohabbat, Mera Dil Kahan Hai
Yeh Kaisa Hai Naghma...
Mohd.Rafi: Tarsata Hoon Main Aise Dildaar
Ko, Jo Dil Mein Basa Le Mere Pyaar Ko (2)
Geeta Dutt: Aaaa
Tere Khawaab Hain Meri Raaton Pe Chaaye
(2), Mere Dil Pe Hain Teri Palkon Ke Saaye
Keh Mere Labon Par Teri Dastaan Hai
Mohd.Rafi: Udhar Tum Haseen Ho,
Idhar Dil Jawaan Hai, Yeh Rangeen Raaton Ki Ik Dastaan Hai
Geeta Gutt: Yeh Kaisa Hai Naghma,
Yeh Kya Dastaan Hai, Bata Ae Mohabbat, Mera Dil Kahan Hai
Yeh Kaisa Hai Naghma!



Writer(s): Majrooh Sultanpuri, Onkar Prasad Nayyar


Geeta Dutt feat. Mohd Rafi - Portrait of Geeta Dutt (Bollywood Songs)
Album Portrait of Geeta Dutt (Bollywood Songs)
date de sortie
15-04-2011



Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.