Harish Bhimani - Commentary and Majhimnikaye Akusal paroles de chanson

paroles de chanson Commentary and Majhimnikaye Akusal - Harish Bhimani



Hai bas ki har ek unke ishaare mein nishare
Hai bas ki har ek unke ishaare mein nishare
Karte hai mahabbat to
Guzarta hai gumaan aur
Hai bas ki har ek unke ishaare mein nishare
Hai bas ki.!
Ya rab woh na samajhe hai
Na samajhenge meri baat-x2
De aur bhi dil inko jo na de
Mujh ko zuban aur
Karte hai mahabbat to
Guzarta hai gumaan aur
Hai bas ki har ek unke ishaare mein nishare aur
Hai bas ki.!
Hai aur bhi duniya mein
Sukhnavar bahut achhe-x2
Kahte hai ki gaalib ka hai
Andaaz-e-bayan aur
Kahte hai ki gaalib ka hai
Andaaz-e-bayan aur
Karte hai mahabbat to
Guzarta hai gumaan aur
Hai bas ki har ek unke ishaare mein nishare aur
Hai bas ki.!
Hai bas ki har ek unke ishaare mein nishare aur
Hai bas ki.!



Writer(s): Tushar Bhatia


Harish Bhimani - Preachings of Buddha
Album Preachings of Buddha
date de sortie
03-05-2004




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.