Kavita Krishnamurthy & Nadeem Shravan, Kavita Krishnamurthy & Nadeem Shravan - Dil Ka Kya Karen Saheb paroles de chanson

paroles de chanson Dil Ka Kya Karen Saheb - Kavita Krishnamurthy & Nadeem Shravan, Kavita Krishnamurthy & Nadeem Shravan



Kabhi sochte hai, unhe hum bhula de
Tabhi sochte hai, unhe yaad kar le
Ho ...
Kabhi hum judaai ke sadme uttha ke
Kabhi hum akele mein, fariyad kar le
Dil ka kya kare saheb, dil ka kya kare saheb
Hum unhi pe marte hai
(Dil ka kya kare saheb, hum unhi pe marte hai)
Jurm bas itna hai, jurm bas itna hai
Jurm bas itna hai, jurm bas itna hai
Unn se pyar karte hai
Dil ka kya kare saheb, hum unhi pe marte hai
Dil ka kya kare saheb
(Instrumental Break)
Bekarari ka dard na jaane,
Ye toh pagal hai baat na maane
Nain milte hi chain kho jaaye,
Ek nazar mein hi ishq ho jaaye
Samandar se jaake kare iltejaa,
Agar mauj ho toh use modh de
Tabhi jaan tera lagaye lagan,
Ye sheesha jo ho toh ise todd de
Dil ka kya kare saheb, arrey dil ka kya kare saheb
Hum unhi pe marte hai
Jurm bas itna hai, jurm bas itna hai
Jurm bas itna hai, jurm bas itna hai
Unn se pyar karte hai, dil ka kya kare saheb
(Instrumental Break)
Ye wafa kya hai, ek dhokha hai
Par deewano ko kisne roka hai
Jhoothe waade hai, jhoothi kasmein hai
Log kehte hai, jhoothi rasmein hai
Yahan be- asar hai sadaayein sabhi,
Yahan sab mohabbat mein nakaam hai
Yahan chahton ka gujara nahi,
Ye galliyaan, ye kooche toh badnaam hai
Dil ka, arey dil ka, haaye!
Dil ka kya kare saheb, hum unhi pe marte hai
Jurm bas itna hai, jurm bas itna hai
Jurm bas itna hai, jurm bas itna hai
Unn se pyar karte hai
(Dil ka kya kare saheb, hum unhi pe marte hai)
Dil ka kya kare saheb, dil ka kya kare saheb
Dil ka kya kare saheb
Dil ka kya kare saheb




Kavita Krishnamurthy & Nadeem Shravan, Kavita Krishnamurthy & Nadeem Shravan - Jeet
Album Jeet
date de sortie
23-08-1996



Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.