Hariharan feat. Kavita Krishnamurthy - Goom Hai Kisi Ke Pyar Mein paroles de chanson

paroles de chanson Goom Hai Kisi Ke Pyar Mein - Hariharan feat. Kavita Krishnamurthy



Ghum Hai Kisi Ke Pyaar Mein Dil Subah Shaam
Par Tumhe Likh Nahin Paaon Main Uska Naam
Haaye Raam, Haaye Ram
Ghum Hai Kisi Ke Pyaar Mein Dil Subah Shaam
Par Tumhe Likh Nahin Paaon Main Uska Naam
Haaye Raam, Haaye Raam
Socha Hai Ek Din Main Use Milke
Keh Daalon Apne Sab Haal Din Ke
Aur Kardoon Jeevan Uske Hawale
Phir Chhod De Chaahe Apna Bana Le
Main To Uska Re Hua Deewana
Ab To Jaisa Bhi Mera Ho Anjaam
Ghum Hai Kisi Ke Pyaar Mein Dil Subah Shaam
Par Tumhe Likh Nahin Paaon Main Uska Naam
Haaye Raam, Haaye Raam
Chaaha Hai Tumne Jis Baawri Ko
Woh Bhi Sajanwa Chaahe Tumhi Ko
Naina Uthaae To Pyaar Samjho
Palken Jhukaa De To Ikraar Samjho
Rakhti Hai Kabse Chupa Chupa Ke
Apne Hoton Mein Piya Tera Naam
Ghum Hai Kisi Ke Pyaar Mein Dil Subah Shaam
Par Tumhe Likh Nahin Paaon Main Uska Naam
Ho Ghum Hai Kisi Ke Pyaar Mein Dil Subah Shaam
Par Tumhe Likh Nahin Paaon Main Uska Naam
Haaye Raam, Haaye Raam



Writer(s): Majrooh Sultanpuri, Chak Bablu, Rahul Dev Burman


Hariharan feat. Kavita Krishnamurthy - Dil Vil Pyar Vyar (Original Motion Picture Soundtrack)



Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.