Lata Mangeshkar feat. Pearl Padamse & Amit Kumar - Uthe Sabke Kadam Dekho Ram Pam Pam - From "Baton Baton Mein" paroles de chanson

paroles de chanson Uthe Sabke Kadam Dekho Ram Pam Pam - From "Baton Baton Mein" - Lata Mangeshkar , Amit Kumar



Uthe sabke kadam dekho ram pam pam
Uthe sabke kadam dekho ram pam pam
Aji aise geet gaya karo
Kabhi khushi, kabhi gham tara ram pam pam
Hanso aur hansaya karo
Uthe sabke kadam dekho ram pam pam
Aji aise geet gaya karo
Kabhi khushi, kabhi gham tara ram pam pam
Hanso aur hansaya karo
La la la la la... ya ya ya la la la.
Woh pyaare din aur woh pyaari raatein
Yaad hamein hain woh mulakatein
Nahin koi gham mujhe nahin hai gila
Zindagi ki raah mein mila hai jabse tu mere humdam
Shabnam hum hain aur tum shola ban jaya karo
Kabhi khushi, kabhi gham tara ram pam pam
Hanso aur hansaya karo
Uthe sabke kadam dekho ram pam pam
Aji aise geet gaya karo
Kabhi khushi, kabhi gham tara ram pam pam
Hanso aur hansaya karo
La la la la la... ya ya ya la la la.
Roop naya hai, rang naya hai
Jeene ka to jaane kahan dhang gaya hai
Kise hai fikar kise kya pasand
Pyaar ke jahan mein razamand jab hum tum
Tum hum ban gaye hain sanam
Bedhadak mere ghar aaya karo
Kabhi khushi, kabhi gham tara ram pam pam
Hanso aur hansaya karo
Uthe sabke kadam dekho ram pam pam
Aji aise geet gaya karo
Kabhi khushi, kabhi gham tara ram pam pam
Hanso aur hansaya karo
Uthe sabke kadam dekho ram pam pam
Aji aise geet gaya karo
Kabhi khushi, kabhi gham tara ram pam pam
Hanso aur hansaya karo
La la la la la... ya ya ya la la la.
Woh pyaare din aur woh pyaari raatein
Yaad hamein hain woh mulakatein
Nahin koi gham mujhe nahin hai gila
Zindagi ki raah mein mila hai jabse tu mere humdam
Shabnam hum hain aur tum shola ban jaya karo
Kabhi khushi, kabhi gham tara ram pam pam
Hanso aur hansaya karo
Uthe sabke kadam dekho ram pam pam
Aji aise geet gaya karo
Kabhi khushi, kabhi gham tara ram pam pam
Hanso aur hansaya karo
La la la la la... la la la.



Writer(s): NAGRATH RAJESH ROSHAN, RAJESH ROSHAN, KHANNA AMIT JAWAHARLAL


Lata Mangeshkar feat. Pearl Padamse & Amit Kumar - Forever Lata Mangeshkar - Philosophical
Album Forever Lata Mangeshkar - Philosophical
date de sortie
22-09-2016

1 Ik Rasta Hai Zindagi - From "Kaala Patthar"
2 Dil Ki Girah Khol Do - From "Raat Aur Din"
3 Uthe Sabke Kadam Dekho Ram Pam Pam - From "Baton Baton Mein"
4 Duniya Men Hum Aaye Hain - From "Mother India"
5 Aadmi Musafir Hai (Happy Version) - From "Apnapan"
6 Paani Re Paani - From "Shor"
7 Jyoti Kalash Chhalke - From "Bhabhi Ki Chudiyan"
8 Zindagi Pyar Ka Geet Hai (Female Version) - From "Souten"
9 Jot Se Jot Jagake Chalo (Female Version) - From "Sant Gyaneshwar"
10 Ek Pyar Ka Naghma Hai (Happy Version) - From "Shor"
11 Lakh Chhupao Chhup Na Sakega - From "Asli Naqli"
12 Satyam Shivam Sundaram (From "Satyam Shivam Sundaram")
13 Allah Tero Naam, Ishwar Tero Naam (From "Hum Dono")
14 Rajnigandha Phool Tumhare - From "Rajnigandha"
15 Maine Kaha Phoolon Se - From "Mili"
16 Gham Chhodke Manao Rang - From "Gumnaam"
17 Mora Gora Ang Laile - From "Bandini"
18 Nindiya Se Jagi Bahar - From "Hero"
19 Sheesha Ho Ya Dil Ho (From "Aasha")



Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.