Lata Mangeshkar feat. C. Ramchandra - Shola Jo Bhadke (From "Albela") paroles de chanson

paroles de chanson Shola Jo Bhadke (From "Albela") - Lata Mangeshkar feat. C. Ramchandra



of 5)
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Dard jawani ka sataye badh badh ke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Dard jawani ka sataye badh badh ke
Mehki havaye behke kadam mere
Aise me tham lo aa ke balam mere
Mehki havaye behke kadam mere
Aise me tham lo aa ke balam mere
Patta bhi khadke to bijli si kadke
Patta bhi khadke to bijli si kadke
Dard jawani ka sataye badh badh ke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Dard jawani ka sataye badhbadh ke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Pyar ko mere kisne pukara
Dil me utar gaya kiska ishara
Pyar ko mere kisne pukara
Dil me utar gaya kiska ishara
Yaad ye kiski layi pakad ke
Yaad ye kiski layi pakad ke
Dard jawani ka sataye badh badh ke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Dard jawani ka sataye badh badh ke
Aaaa dekha jo tumko
Dekha jo tumko dard gaya tham
Ab to na honge tumse juda ham
Dekha jo tumko dard gaya tham
Ab to na honge tumse juda ham
Ji na sakenge tumse bichhad ke
Ji na sakenge tumse bichhad ke
Dard jawani ka sataye badh badh ke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Shola jo bhadke dil mera dhadke
Dard jawani ka sataye badh badh ke.



Writer(s): RAJINDER KRISHAN, CHITALKAR RAMCHANDRA


Lata Mangeshkar feat. C. Ramchandra - Forever Lata Mangeshkar - Dance
Album Forever Lata Mangeshkar - Dance
date de sortie
22-09-2016

1 Salame Ishq Meri Jaan - From "Muqaddar Ka Sikandar"
2 Sun Champa - From "Apna Desh"
3 Ho Pardesia - From "Mr. Natwarlal"
4 Dariya Kinare Ek Bungla - From "Sabse Bada Rupaiya"
5 Chadhti Jawani Meri Chaal Mastani - From "Caravan"
6 Chudiyan Khanak Gayeen - From "Lamhe"
7 Chupchup Khade Ho Zaroor Koi Baat Hai - From "Badi Bahen"
8 Sham Dhale Khidki Tale - From "Albela"
9 Dafli Wale Dafli Baja - From "Sargam"
10 Mehndi Laga Ke Rakhna - From "Dilwale Dulhania Le Jayenge"
11 Thoda Resham Lagta Hai - From "Jyoti"
12 Kankaria Maar Ke Jagaya - From "Himalay Ki God Mein"
13 Tohe Sanwariya - From "Milan"
14 Aplam Chaplam - From "Azaad"
15 Hansta Hua Noorani Chehra - From "Parasmani"
16 Bangle Ke Peechhe - From "Samadhi"
17 Mere Hathon Men Nau Nau Churiyan - From "Chandni"
18 Ooi Maa Ooi Maa Yeh Kya Ho Gaya (From "Parasmani")
19 Inhin Logon Ne - From "Pakeezah"



Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.