Mohammed Rafi - Dard Minnat Kashe - traduction des paroles en anglais

Paroles et traduction Mohammed Rafi - Dard Minnat Kashe




Dard Minnat Kashe
Dard Minnat Kashe
Dard minnat-kash-e-davā na huā
Pain seeks a cure but doesn't find
Maiñ na achchhā huā burā na huā
I am neither well nor unwell
Jam.a karte ho kyuuñ raqīboñ ko
Why do you gather your rivals, my love?
Ik tamāshā huā gila na huā
I have become a spectacle, not a madman
Ham kahāñ qismat āzmāne jaa.eñ
Where shall I go to test my fate?
jab ḳhanjar-āzmā na huā
Since you yourself have not tested the dagger
Kitne shīrīñ haiñ tere lab ki raqīb
How sweet are the lips of your rival,
Gāliyāñ khā ke be-mazā na huā
Despite being cursed, I have not lost my taste
Hai ḳhabar garm un ke aane
The news of their arrival is spreading,
Aaj ghar meñ boriyā na huā
Today, my house is not empty
Kyā vo namrūd ḳhudā.ī thī
Was it Nimrod's arrogance?
Bandagī meñ mirā bhalā na huā
I did not prosper in servitude
Jaan huī usī thī
My life was dedicated to them
Haq to yuuñ hai ki haq adā na huā
But the truth is, my due was not paid
Zaḳhm gar dab gayā lahū na thamā
Even if the wound has healed, the blood has not stopped
Kaam gar ruk gayā ravā na huā
Even if the work has stopped, it is not acceptable
Rahzanī hai ki dil-sitānī hai
Is it robbery or heart-stealing?
Le ke dil dil-sitāñ ravāna huā
Taking my heart, the heart-stealer has departed
Kuchh to paḌhiye ki log kahte haiñ
Read something, for people say
Aaj 'ġhālib' ġhazal-sarā na huā.
Today, 'Ghalib' has not become a master of ghazals.





Writer(s): Mirza Ghalib, N/a Khaiyyaam


Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.