Mohammed Rafi - Poochh Na Mujh Se paroles de chanson

paroles de chanson Poochh Na Mujh Se - Mohammed Rafi



Dil Ki Lagi Hai Kya, Ye Kabhi Dil Lagaake Dekh
Aansu Behake Dekh Kabhi Muskaraake Dekh
Parvaana Jal Raha Hai Magar Jal Raha Hai Kya
Ye Raaz Jaanana Hai To Khud Ko Jalaake Dekh
Mujh Se Mat Pooch Mere Ishq Mein Kya Rakha Hai
Ek Shola Hai Jo Seene Mein Chhoopa Rakha Hai
Daag-e-dil Daag-e-jigar Daag-e-tamanna Lekar (2)
Main Ne Veeraan Bahaaron Ko Saja Rakha Hai
Mujh Se Mat Pooch
Hai Zamaana Jise Betaab Mitaane Ke Liye (2)
Maine Us Yaad Ko Seene Se Laga Rakha Hai
Mujh Se Mat Pooch
Bhulanevaale Tujhe Dard-e-muhabbat Ki Kasam (2)
Main Ne Is Dard Mein Duniya Ko Bhula Rakh Hai
Mujh Se Mat Pooch



Writer(s): Jan Nisar Akhtar, Mohammed Zahur Khayyam


Mohammed Rafi - Shaam-E-Ghazal - Mohd. Rafi
Album Shaam-E-Ghazal - Mohd. Rafi
date de sortie
21-03-2015

1 Hum Bekhudi Mein Tum Ko Pukare (From "Kala Pani")
2 Door Rah Kar Na Karo Baat - From "Amaanat"
3 Koi Sagar Dil Ko Bahlata Nahin - From "Dil Diya Dard Liya"
4 Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Rona (From "Hum Dono")
5 Rang Aur Noor Ki Barat - From "Gazal"
6 Bhari Duniya Mein Akhir (From "Do Badan")
7 Shauq Har Rang
8 Poochh Na Mujh Se
9 Ghazab Kiya Tere Wade Pe Aitbaar Kiya
10 Hui Sham Unka Khayal Aa Gaya - From "Mere Hamdam Mere Dost"
11 Zikar Us Pariwash Ka
12 Main Deep Jalaye Baitha Hoon
13 Ek Hi Baat Zamane Ki Kitabon Mein Nahi
14 Haaye Mehamaan Kahan Yeh Gham E Jana Hoga
15 Jab Tere Pyar Ka Afsana
16 Kisi Ki Yaad Mein Payi Hain
17 Tod Do Ahd E Mohabbat
18 Zindagi Aaj Mere Naam Se (From "Son Of India")
19 Maine Jab Se Tujhe Aye Jaan E Ghazal
20 Aaj Mere Kareeb
21 Baithe Hain
22 Jalwo Waqt
23 Humko Mita Sake Yeh Zamane Mein Dam Nahin
24 Hansa Gagan Beech Roye
25 Keh Ke Bhi Na Aye
26 Muddat Huyi Hai
27 Yeh Na Thi Hamari Qismat
28 Nukta Chin Hai
29 Dard Minnat Kashe
30 Bazeecha-E-Atfal Hai
31 Bas Ek Dushwar Hai
32 Dilki Baat Kahi Nahin Jati
33 Diya Yeh Dil Agar Usko
34 Saqi Ke Har Nigah Pe
35 Na Shaq E Vasl Ka Dawa
36 Talkhi-E-Main Mein
37 Falsafe Ishq Mein Pesh Aaye Sawalon Ki Tarha
38 Kitni Raahat Hai Dil Toot Jane Ke Baad
39 Gham E-Hasti Se Bas Begana Hota (From "Vallah Kya Baat Hai")
40 Tasveer Banata Hoon Teri (From "Diwana")




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.