paroles de chanson Ek Baar Muskurado - Munni Begum
Firdos
jhoom
uthe,
faza
muskura
uthe
Tum
muskura
utho
to
Khuda
muskura
uthe
Ek
baar
muskura
do,
ek
baar
muskura
do
Ek
baar
muskura
do,
ek
baar
muskura
do
Ek
baar
muskura
do,
ek
baar
muskura
do
Ek
baar
muskura
do,
ek
baar
muskura
do
Ek
baar
muskura
do,
ek
baar
muskura
do
Afsaana-e-chaman
ka
unwaan
hi
badal
do
Phulon
ka
sar
kuchal
do,
kaliyon
ka
dil
massal
do
Aakaash
ki
jawaani
baadal
mein
munh
chhupaaye
Mahtaab
doob
jaaye,
taaron
ko
neend
aaye
Zohrajabeen
pari
rukh
tamseel-e-maah-o-anjum
Aankhain
sharaab
aanghi
jazbaat
ne
talaatum
Hilti
hui
labon
par
hansta
hua
taraana
Ae,
dilnawaaz
pekar
khaatir
mein
hai
zamaana
Labha-e-ahmari
par
nikhri
hui
hai
laali
Ye
halki-halki
surkhi,
tasveer
hai
shafaq
ki
Aawara
shaukh
zulfein
rukhsaar
choomti
hain
Rukhsaar
choomti
hain,
bekhud
hain
ghoomti
hain
Ho
zeest
ka
sahaara,
tum
moj
mein
kanaara
Lekin
suno,
khudara
Ek
baar
muskura
do,
ek
baar
muskura
do,
julmi
Ek
baar
muskura
do,
ek
baar
muskura
do
Ek
naujawan
musaafir
fitrat
ka
la-ubaali
Ek
aalmi
junoon
mein
ek
samt
ja
raha
tha
Jaise
ke
apni
dhun
mein
parbat
pe
chadh
raha
tha
Zulfein
ke
muntasher
thi,
chehre
se
muzmahil
tha
Nazarein
ke
raah
pe
thi,
kitna
shikast-e-dil
tha
Maazi
ki
dhundhlakon
mein
ek
aqs
pa
raha
tha
Guzra
hua
zamaana
phir
yaad
aa
raha
tha
Armaan
tadap
rahe
the,
hasrat
machal
rahi
thi
Bataab
zindagaani
karvat
badal
rahi
thi
Gin-gin
taare,
haaye,
bechaare
Gin-gin
taare,
haaye,
bechaare
Chain
na
aaye,
jee
ghabraaye
Dekh
to
kya
hai,
kaun
basa
hai
Deeda-e-tar
mein,
neechi
nazar
mein
Sheesha-e-dil
mein,
aankh
ke
til
mein
Dil
ko
jalaana,
khel
hai
jaana
Dil
ko
jala
kar,
aag
laga
kar
Khud
bhi
jaloge,
haath
maloge
Tum
sham-e-farozaan
ho
Khud
bhi
jalo,
jala
do,
lekin
Ek
baar
muskura
do,
ek
baar
muskura
do,
julmi
Ek
baar
muskura
do,
ek
baar
muskura
do
Tum
jaan-e-muddaa
ho,
ek
husn-e-dilruba
ho
Itna
to
main
kahoonga,
meri
hi
is
ghazal
ka
rangeen
kaafia
ho
Ek
baat
tumse
puchoon,
bolo,
jawaab
doge?
Ye
husn,
ye
jawaani,
sarkaar,
kya
karogi?
Honton
ki
muskuraahat,
becho,
ghareed
loonga
Manzoor
ho
to
bolo,
anmol
daam
doonga,
lekin
Ek
baar
muskura
do,
ek
baar
muskura
do
Ek
baar
muskura
do,
ek
baar
muskura
do
Ek
baar
muskura
do,
ek
baar
muskura
do
Ek
baar
muskura
do,
ek
baar
muskura
do
Ek
baar
muskura
do,
ek
baar
muskura
do
Ek
baar
muskura
do,
ek
baar
muskura
do
Ek
baar
muskura
do,
ek
baar
muskura
do
Ek
baar
muskura
do,
ek
baar
muskura
do
Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.