paroles de chanson Yeh Jo Halka Halka Saroor - Nusrat Fateh Ali Khan & Qawwali
Saaqii
ki
har
nigaah
pe
bal
khaa
ke
pee
gayaa
Laharon
se
khelataa
huaa
lahraa
ke
pee
gayaa
Ai
rahmat-e-tamaam
meri
har
khata
muaaf
Main
intehaa-e-shauq
mein
ghabraa
ke
pee
gaya
Peetaa
beghair
izn
ye
kab
thii
meri
majaal
Dar-pardaa
chashm-e-yaar
kii
shah
paa
ke
pee
gayaa
Zaahid
ye
merii
shokhi-e-rindaana
dekhnaa
Rahmat
ko
baaton
baaton
mein
bahlaa
ke
pee
gayaa
Oodi
oodi
ghataein
aati
hain
Mutribon
ki
nawaein
aati
hain
Kis
ke
gesu
khule
hain
saawan
mein
Mehki
mehki
hawaein
aati
hain
Aao
sehn-e-chaman
mein
raqs
karein
Saaz
lekar
ghatein
aati
hain
Dekh
kar
unki
ankhadion
ko
adam
Maikadon
ko
hawaein
aati
hain
Paas
rehta
hai
dur
rehta
hai
Koi
dil
mein
zaroor
rehta
hai
Jab
se
dekha
hai
unki
aaknhon
ko
Halka
halka
suroor
rehta
hai
Aise
rehte
hain
wo
mere
dil
mein
Jaise
zulmat
mein
noor
rehta
hai
Ab
adam
ka
wo
haal
hai
har
qadam
Mast
rehta
hai
choor
rehta
hai
Ye
jo
halka
halka
suroor
hai
Ye
teri
nazar
ka
qusoor
hai
Ke
sharaab
peena
sikha
dia
Tere
pyaar
ne
teri
chaah
ne
Teri
behki
behki
nigaah
ne
Mujhe
ek
sharaabi
bana
dia
Sharaab
kaisi
khumaar
kaisa
Ye
sab
tumhari
nawazishein
hain
Pilayi
hai
kis
nazar
se
tune
Ke
mujhko
apni
khabar
nahin
hai
Saara
jahaan
mast
jahaan
ka
nizaam
mast
Din
mast
raat
mast
sahar
mast
shaam
mast
Mast
sheesha
mast
suboo
mast
jaam
mast
Hai
teri
chashm-e-mast
se
har
khaas-o-aam
mast
Ye
jo
saqi
har
tarah
ki
tere
maikhaane
mein
hai
Wo
bhi
thodi
si
jo
in
aankhon
ke
paimaane
mein
hai
Sab
samajhta
hun
teri
ish
(??)
nazar
ai
saqi
Kaam
karti
hai
nazar
naam
hai
paimaane
ka
Tera
pyaar
hai
bas
meri
zindagi
Na
namaz
aati
hai
mujhko
na
wuzoo
aata
hai
Sajdaa
kar
leta
hun
jab
saamne
too
aata
hai
Main
azal
se
bandaa-e-ishq
hun
Mujhe
zuhd-o-kufr
ka
gham
nahin
Mere
sar
ko
dar
tera
mil
gaya
Mujhe
ab
talash-e-haram
nahin
Meri
bandagi
hai
wo
bandagi
Jo
ba
qaid-e-dair-o-haram
nahin
Mera
ik
nazar
tumhein
dekhna
Baa
khuda
namaz
se
kam
nahin
Tera
pyaar
hai
bas
meri
zindagi
Qayamat
mein
tera
dagh-e-muhabbat
lekar
uthunga
Teri
tasveer
us
dam
bhi
kaleje
se
lagi
hogi
Kyunki
Tera
pyaar
hai
bas
meri
zindagi
Teri
yaad
hai
meri
bandagi
Jo
teri
khushi
wo
meri
khushi
Ye
mere
junoon
ka
hai
moajzaa
Jahan
apne
sar
ko
jhuka
dia
Wahan
maine
kaaba
bana
dia
Mere
baad
kisko
sataaoge??
Dil
jalon
se
dil
lagi
acchi
nahin
Rone
walon
se
hansi
acchi
nahin
Dillagi
hi
dillagi
mein
dil
gaya
Oh
mere
dil
gaya
dil
gaya
dil
gaya
Khuda
ke
liye
apni
nazron
ko
roko
warna
Mera
dil
gaya
dil
gaya
dil
gaya
Meri
tarah
khuda
kare
tera
bhi
kisi
per
aaye
dil
Too
bhi
kaleja
thaam
ke
kehta
phire
ke
haye
dil
Mera
dil
gaya
dil
gaya
dil
gaya
Dillagi
hi
dillagi
mein
dil
gaya
Dil
lagaane
ka
nateeja
mil
gaya
Main
to
rota
hun
ke
mera
dil
gaya
Tum
kyun
hanste
ho
tumhein
kya
mil
gaya??
Accha
phir
Mere
baad
kisko
sataaoge??
Mujhe
kis
tarah
se
mitaaoge
Kahan
jaa
kar
teer
chalaoge
Meri
dosti
ki
balayein
lo
Mujhe
hath
utha
kar
duaayein
do
Tumhein
ek
qaatil
bana
dia
Mujhe
dekho
khwaish-e-jaan-e-jaan
Main
wahi
hun
anwar-e-neem
jaan
Tumhein
itna
hosh
tha
jab
kahaan
Na
chalao
is
tarah
tum
zubaan
Karo
mera
shukria
meherbaan
Tumhein
baat
karna
sikha
dia
Ye
jo
halka
halka
suroor
hai
Ye
teri
nazar
ka
qusoor
hai
Ke
sharaab
peena
sikha
dia
Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.