paroles de chanson Gardashon Ke Hain Mare Huyiyie - Nusrat Fateh Ali Khan
Gardishon
Ke
Hein
Maray
Hoay
Na,
Dushmanon
K
Sataye
Hoay
Hein
Jitnay
Bhi
Zakhm
Hein
Meray
Dil
Per,
Doston
K
Lagaye
Hoay
Hein
Ishq
Ko
Roag
Maar
Datay
Hein,
Aqal
Ko
Soag
Maar
Detay
Hein
Aadmi
Khud
Ba
Khud
Nahi
Marta,
Dosray
Loag
Maar
Daitay
Hein
Loag
Kaanton
Say
Bach
K
Chaltay
Hein,
Hum
Nai
Phoolon
Say
Zakhm
Khaye
Hein
Tum
Ko
Ghairon
Ki
Baat
Kartay
Ho,
Hum
Nai
Apnay
Bhi
Aazmaye
Hein
Kasa-E-Deed
Lay
K
Dunya
Mein,
Mein
Nai
Deedar
Ki
Gadaye
Ki
Meray
Jitnay
Bhi
Yaar
Thay
Sub
Nai
Hasb-E-Taufeeq
Bewafai
Ki
Jab
Say
Dekha
Tera
Qudd-O-Qamat
Tumhein
Dekha
To
Zahid
Nai
Kaha
Eeman
Ki
Ya
Hai
K
Ub
Insaan
Ko
Sajda
Rawa
Honay
Ka
Waqt
Aaya
Ay
Mast-E-Naaz
Daikhnay
Walo
K
Dil
To
Daikh
Pamal
Ho
Ga′ay
Teri
Raftaar
Daikh
Ker
Giraya
Giraya
Haat
Say
Sheesha
Surahi
Tour
Di
Mein
Nai
Sharab
Seekh
Pay
Dali
Kabab
Sheeshay
Mein
In
Aankhon
Say
Qayamat
Ki
Nishani
Kaun
Daikhay
Ga
Buth-E-Kafir
Teri
Uth'ti
Jawani
Kaun
Daikhay
Ga
Jab
Say
Dekha
Tera
Qudd-O-Qamat,
Dil
Pay
Tooti
Howi
Hai
Qayamat
Her
Bala
Say
Rahay
Tu
Salamat,
Din
Jawani
Kay
Aaye
Hoay
Hein
Qareeb
Aur
Bhi
Aao
K
Shauq-E-Deed
Mitay
Sharab
Aur
Pilao
K
Kuch
Nasha
Utray
Apne
Dil-E-Sadchak
Ko
See
Sakta
Hoon,
Mehoom-E-Karam
Ho
K
Bhi
Ji
Sakta
Hoon
Mauqof
Nahi
Jaam
Pay
Rindii
Meri,
Saki
Tere
Ghussay
Ko
Bhi
Pi
Sakta
Hoon
Aur
Day
Mujh
Ko
Day
Aur
Saqi,
Hosh
Rehta
Hai
Thora
Sa
Baqii
Aaj
Talkhi
Bhi
Hai
Intiha
Ki,
Aaj
Wo
Bhi
Para′ay
Hoay
Hein
Kal
Thay
Abad
Pehlo
Mein
Mairay
Kal
Thay
Abad
Pehlo
Mein
Mairay,
Ub
Hai
Ghairoon
Mein
Dhere
Meri
Mehfil
Mein
Kar
K
Andhere,
Apni
Mehfil
Saja'ay
Hoay
Hein
Apnay
Haathon
Say
Khanjar
Chala
Ker,
Kitna
Masoom
Chehra
Bana
Ker
Apnay
Kaandhon
Pay
Ub
Mairay
Qatil,
Meri
Mayyat
Utha'ay
Hoay
Hein
Mehwashon
Ko
Wafa
Say
Kia
Matlab,
In
Butoon
Ko
Khuda
Say
Kia
Matlab
In
Ki
Masoom
Nazroon
Nay
Nasir,
Loag
Pagal
Bana′ay
Hoay
Hein
Gardishon
K
Hein
Maray
Hoay
Na,
Dushmano
K
Sataye
Hoay
Hein...
Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.