paroles de chanson Jawab-E-Shikwa - Nusrat Fateh Ali Khan
Dil
Se
Jo
Baat
Nikalti
Hai,
Asar
Rakhti
Hai
Par
Nahin,
Taaqat-e-Parwaaz
Magar
Rakhti
Hai
Qudsi-Ul-Asal
Hai,
Riffat
Pe
Nazar
Rakhti
Hai
Khaak
Se
Uthti
Hai,
Gardoon
Pe
Guzar
Rakhti
Hai
Ishq
Tha
Fitna
Gar-o-Sarkash-o-Chalaak
Mera
Aasman
Cheer
Gaya
Nala-e-Bebaak
Mera
Peer-e-Gardoon
Ne
Kaha
Sun
Ke,
Kahin
Hai
Koi!
Bole
Sayyaare,
Sar-e-Arsh-e-Bareen
Hai
Koi!
Chaand
Kahta
Tha,
Nahin,
Ahl-e-Zameen
Hai
Koi!
Kehkashaan
Kehti
Thi,
Poshida
Yahin
Hai
Koi!
Kuch
Jo
Samjha
Tau
Mere
Shikwe
Ko
Rizwan
Samjha
Mujhe
Jannat
Se
Nikala
Huwa
Insan
Samjha
Thi
Farishton
Ko
Bhi
Hairat,
Ke
Yeh
Awaz
Hai
Kya!
Arsh
Walon
Pe
Bhi
Khulta
Nahin
Yeh
Raaz
Hai
Kya!
Taa
Sar-e-Arsh
Bhi
Insan
Ki
Tag-o-Taaz
Hai
Kya?
Aa
Gyi
Khak
Ki
Chutki
Ko
Bhi
Parwaaz
Hai
Kya?
Ghafil
Aadaab
Se
Yeh
Sukkaan-e-Zameen
Kaise
Hain
Shokh-o-Gustakh
Yeh
Pasti
Ke
Makeen
Kaise
Hain!
Iss
Qadar
Shokh
Ke
Allah
Se
Bhi
Barham
Hai
Tha
Jo
Masjood-e-Malaeek
Yeh
Wohi
Aadam
Hai?
Alam-e-Kaif
Hai,
Dana-e-Ramooz-e-Kam
Hai
Haan,
Magar
Ijz
Ke
Asrar
Se
Namehram
Hai
Naaz
Hai
Taaqat-e-Guftaar
Pe
Insanon
Ko
Baat
Karne
Ka
Saliqa
Nahin
Nadanon
Ko!
Ayi
Aawaz
Ghum-Angaiz
Hai
Afsana
Tera
Ashk-e-Betaab
Se
Labraiz
Hai
Paimana
Tera
Asmangeer
Huwa
Naara-e-Mastana
Tera
Kis
Qadar
Shokh
Zuban
Hai
Dil-e-Diwana
Tera
Shukr
Shikwe
Ko
Kiya
Husn-e-Ada
Se
Tu
Ne
Hum
Sukhan
Kar
Diya
Bandon
Ko
Khuda
Se
Tu
Ne
Hum
Tau
Mayal
Ba-Karam
Hain,
Koi
Sayal
Hi
Nahin
Rah
Dikhlaen
Kise
Rahraw-e-Manzil
Hi
Nahin
Tarbiat
Aam
Tau
Hai,
Jauhar-e-Qabil
Hi
Nahin
Jis
Se
Taamir
Ho
Aadam
Ki
Yeh
Woh
Gil
Hi
Nahin
Koi
Qabil
Ho
Tau
Hum
Shan-e-Kai
Dete
Hain
Dhoondne
Walon
Ko
Dunya
Bhi
Nai
Dete
Hain!
Hath
Be-Zor
Hain,
Ilhaad
Se
Dil
Khoo-Gar
Hain
Ummati
Baais-e-Ruswai-e-Paighamber
(S.A.W)
Hain
But-Shikan
Uth
Gaye,
Baqi
Jo
Rahe
But-Gar
Hain
Tha
Braheem
Pidar,
Aur
Pisar
Aazar
Hain
Badah
Aasham
Naye,
Bada
Naya,
Khum
Bhi
Naye
Harm-e-Kaaba
Naya,
But
Bhi
Naye,
Tum
Bhi
Naye
Woh
Bhi
Din
The
Ke
Yehi
Maya-e-Raanai
Tha
Nazish-e-Mousam-e-Gul
Lala-e-Sahrai
Tha!
Jo
Musalmaan
Tha
Allah
Ka
Saudai
Tha
Kabhi
Mehboob
Tumhara
Yehi
Harjai
Tha
Kisi
Yakjai
Se
Ab
Ehd-e-Ghulami
Kar
Lo
Millat-e-Ahmad
(S.A.W.)
Ko
Maqami
Kar
Lo!
Kis
Qadar
Tum
Pe
Garan
Subah
Ki
Baidari
Hai
Hum
Se
Kab
Pyar
Hai!
Haan
Neend
Tumhain
Pyari
Hai
Tabaa-e-Azad
Pe
Qaid-e-Ramazan
Bhari
Hai
Tumhi
Keh
Do,
Yehi
Aaeen-e-Wafadari
Hai?
Qoum
Mazhab
Se
Hai,
Mazhab
Jo
Nahin,
Tum
Bhi
Nahin
Jazb-e-Baham
Jo
Nahin,
Mehfil-e-Anjum
Bhi
Nahin
Jin
Ko
Ata
Nahin
Dunya
Mein
Koi
Fann,
Tum
Ho
Nahin
Jis
Qoum
Ko
Parwaye
Nasheman,
Tum
Ho
Bijliyan
Jis
Mein
Hon
Aasudah,
Woh
Khirman
Tum
Ho
Baich
Khate
Hain
Jo
Aslaaf
Ke
Madfan,
Tum
Ho
Ho
Niko
Naam
Jo
Qabaron
Ki
Tajarat
Kar
Ke
Kya
Na
Baicho
Ge
Jo
Mil
Jaen
Sanam
Pathar
Ke
Safah-e-Dehr
Se
Batil
Ko
Mitaya
Kis
Ne?
Nau-e-Insan
Ko
Ghulami
Se
Chhuraya
Kis
Ne?
Mere
Kaabe
Ko
Jabeenon
Se
Basaya
Kis
Ne?
Mere
Quran
Ko
Seenon
Se
Lagaya
Kis
Ne?
The
Tou
Aaba
Woh
Tumhare
Hi,
Magar
Tum
Kya
Ho?
Hath
Par
Hath
Dhare
Muntazir-e-Farda
Ho!
Kya
Kaha?
"Bahr-e-Musalman
Hai
Faqt
Wade-e-Hoor
Shikwa
Be-Ja
Bhi
Kare
Koi
Tau
Lazim
Hai
Shaoor!
Adal
Hai
Fatir-e-Hasti
Ka
Azal
Se
Dastoor
Muslim
Aaeen
Huwa
Kafir
Tau
Mile
Hoor-o-Qasoor
Tum
Mein
Hooron
Ka
Koi
Chahne
Wala
Hi
Nahin
Jalwa-e-Toor
Tau
Maujood
Hai,
Moosa
Hi
Nahin
Manfa'at
Aik
Hai
Is
Qaum
Ki,
Nuqsan
Bhi
Aik
Ek
Hi
Sab
Ka
Nabi
(S.A.W),
Din
Bhi,
Iman
Bhi
Aik
Harm-e-Paak
Bhi,
Allah
Bhi,
Quran
Bhi
Aik,
Kuch
Bari
Baat
Thi
Hote
Jo
Musalmaan
Bhi
Aik!
Firqa
Bandi
Hai
Kahin,
Aur
Kahin
Zaatain
Hain
Kya
Zamane
Mein
Panapne
Ki
Yehi
Baatain
Hain?
Kon
Hai
Taarik-e-Aaeen-e-Rasool-e-Mukhtar
(S.A.W.)?
Maslihat
Waqt
Ki
Hai
Kis
Ke
Amal
Ka
Maayaar?
Kis
Ki
Ankhon
Mein
Samaya
Hai
Sha'ar-e-Aghyar
Ho
Gyi
Kis
Ki
Nigah
Tarz-e-Salaf
Se
Baizar?
Qalb
Mein
Souz
Nahin,
Rooh
Mein
Ehsas
Nahin
Kuch
Bhi
Paigham-e-Muhammad
(S.A.W.)
Ka
Tumhain
Paas
Nahin
Jaa
Ke
Hote
Hain
Masajid
Mein
Saf-Aara,
Tau
Ghareeb
Zehmat-e-Roza
Jo
Karte
Hain
Gawara,
Tau
Ghareeb
Naam
Leta
Hai
Agar
Koi
Hamara,
Tau
Ghareeb
Pardah
Rakhta
Hai
Agar
Koi
Tumhara,
Tau
Ghareeb
Umra
Nasha-e-Doulat
Mein
Hain
Ghafil
Hum
Se
Zinda
Hai
Millat-e-Baiza
Ghurba
Ke
Dam
Se
Waaiz-e-Qoum
Ki
Woh
Pukhta
Khayali
Na
Rahi
Barq
Taba'ee
Na
Rahi,
Shaola
Maqali
Na
Rahi
Reh
Gyi
Rasm-e-Azan,
Rooh-e-Bilali
Na
Rahi
Falsafa
Reh
Gya,
Talqeen-e-Ghazali
Na
Rahi
Masjidain
Marsiya
Khawan
Hain
Ke
Namazi
Na
Rahe
Yani
Woh
Sahib-e-Ausaf-e-Hijazi
Na
Rahe
Shor
Hai
Ho
Gaye
Dunya
Se
Musalman
Nabood
Hum
Ye
Kehte
Hain
Ke
The
Bhi
Kahin
Muslim
Maujood!
Waza
Mein
Tum
Ho
Nisara,
Tau
Tamaddun
Mein
Hanood,
Yeh
Musalman
Hain!
Jinhain
Dekh
Ke
Sharmaen
Yahood?
Yun
To
Syed
Bhi
Ho,
Mirza
Bhi
Ho,
Afghan
Bhi
Ho
Tum
Sabhi
Kuch
Ho,
Batao
To
Musalman
Bhi
Ho!
Dam-e-Taqreer
Thi
Muslim
Ki
Sadaqat
Bebak
Adal
Uss
Ka
Tha
Qawi,
Loos-e-Mara'at
Se
Pak
Shajar-e-Fitrat-e-Muslim
Tha
Haya
Se
Namnak
Tha
Shujaat
Mein
Woh
Ek
Hasti-e-Fouq-Ul-Idraak
Khud
Gudazi
Nam-e-Kaifiat-e-Sehbayesh
Bood
Khali
Az
Khawaish
Shudan
Soorat-e-Meenayesh
Bood
Har
Musalman
Rag-e-Batil
Ke
Liye
Nashtar
Tha
Uss
Ke
Aaeena-e-Hasti
Mein
Amal
Jouhar
Tha
Jo
Bharosa
Tha
Usse
Quwwat-e-Bazoo
Par
Tha
Hai
Tumhain
Mout
Ka
Dar,
Uss
Ko
Khuda
Ka
Dar
Tha
Baap
Ka
Ilm
Na
Bete
Ko
Agar
Azbar
Ho
Phir
Pisar
Qabil-e-Miraas-e-Pidar
Kyunkar
Ho!
Har
Koi
Mast-e-Mai-e-Zauq-e-Tan
Asani
Hai,
Tum
Musalman
Ho?
Ye
Andaaz-e-Musalmani
Hai?
Haidari
Faqr
Hai
Ne
Doulat-e-Usmani
Hai
Tum
Ko
Aslaaf
Se
Kya
Nisbat-e-Rohani
Hai?
Woh
Zamane
Mein
Mu'azzaz
The
Musalman
Ho
Kar
Aur
Tum
Khawar
Huwe
Taarik-e-Quran
Ho
Kar
Tum
Ho
Apas
Mein
Ghazabnak,
Woh
Apas
Mein
Raheem
Tum
Khatakaar-o-Khatabeen,
Woh
Khata
Posh-o-Kareem
Chahte
Sub
Hain
Ke
Hon
Auj-e-Surayya
Pe
Muqeem,
Pehle
Waisa
Koi
Paida
Tau
Kare
Qalb-e-Salim!
Takht-e-Faghfoor
Bhi
Un
Ka
Tha,
Sareer-e-Ke
Bhi
Yunhi
Baatain
Hain
Ke
Tum
Mein
Woh
Hameeyyat
Hai
Bhi?
Khudkushi
Shewa
Tumhara,
Woh
Ghayoor-o-Khuddar
Tum
Akhuwat
Se
Gurezan,
Woh
Akhuwat
Pe
Nisar
Tum
Ho
Guftar
Sarapa,
Woh
Sarapa
Kirdar
Tum
Taraste
Ho
Kali
Ko,
Woh
Gulistan
Bah
Kinar
Ab
Talak
Yaad
Hai
Qoumon
Ko
Hikayat
Un
Ki
Naqsh
Hai
Safah-e-Hasti
Pe
Sadaqat
Un
Ki
Misl-e-Anjum
Ufaq-e-Qoum
Pe
Roshan
Bhi
Huwe
But-e-Hindi
Ki
Mohabbat
Mein
Barhman
Bhi
Huwe
Shauq-e-Parwaz
Mein
Mehjoor-e-Nasheman
Bhi
Huwe
Be-Amal
The
Hi
Jawan,
Deen-e-Se
Badzan
Bhi
Huwe
In
Ko
Tehzeeb
Ne
Har
Bande
Se
Azad
Kiya
La
Ke
Kaabe
Se
Sanamkhane
Mein
Abad
Kiya
Qais
Zehmat
Kash-e-Tanhai-e-Sehra
Na
Rahe
Shehr
Ki
Khaye
Huwa,
Bad
Ye
Pema
Na
Rahe!
Woh
To
Diwana
Hai,
Basti
Mein
Rahe
Ya
Na
Rahe
Ye
Zaroori
Hai
Hijab-e-Rukh-e-Laila
Na
Rahe!
Gila-e-Jor
Na
Ho,
Shikwa-e-Baidad
Na
Ho
Ishq
Azad
Hai,
Kyun
Husn
Bhi
Azad
Na
Ho!
Ehd-e-Nau
Barq
Hai,
Aatish
Zan-e-Har
Khirman
Hai
Ayman
Is
Se
Koi
Sehra
No
Koi
Gulshan
Hai
Is
Nayi
Aag
Ka
Aqwam-e-Kuhan
Indhan
Hai
Millat-e-Khatam-e-Rusal
(S.A.W.)
Shaola
Ba
Perahan
Hai
Aaj
Bhi
Jo
Baraheem
(A.S.)
Ka
Imaan
Paida
Aag
Kar
Sakti
Hai
Andaz-e-Gulistan
Paida
Dekh
Kar
Rang-e-Chaman
Ho
Na
Pareshan
Mali
Koukab-e-Ghuncha
Se
Shakhain
Hain
Chamakne
Wali
Khas-o-Khashaak
Se
Hota
Hai
Gulistan
Khali
Gul
Bar
Andaaz
Hai
Khoon-e-Shuhada
Ki
Laali
Rang
Gardoon
Ka
Zara
Dekh
Tau
Unnabi
Hai
Yeh
Nikalte
Huwe
Suraj
Ki
Ufaq
Taabi
Hai
Ummatain
Gulshan-e-Hasti
Mein
Samar
Cheeda
Bhi
Hain
Aur
Mehroom-e-Samar
Bhi
Hain,
Khazan
Didah
Bhi
Hain
Saikron
Nakhl
Hain,
Kaheeda
Bhi,
Baleeda
Bhi
Hain
Saikron
Batan-e-Chaman
Mein
Abhi
Poshida
Bhi
Hain
Nakhl-e-Islam
Namoona
Hai
Bru-Mandi
Ka
Phal
Hai
Ye
Saikron
Saalon
Ki
Chaman
Bandi
Ka
Pak
Hai
Gard-e-Watan
Se
Sirr-e-Daman
Tera
Tu
Woh
Yousaf
Hai
Ke
Har
Misr
Hai
Kinaan
Tera
Qafila
Ho
Na
Sake
Ga
Kabhi
Weeran
Tera
Ghair
Yak
Bang-e-Dara
Kuch
Nahin
Saman
Tera
Nakhl-e-Shama
Asti-o-Dar
Shaola
Dawad
Resha-e-Tu
Aaqbat
Soz
Bawad
Saya-e-Andesha-e-Tu
Tu
Na
Mit
Jaye
Ga
Iran
Ke
Mit
Jane
Se
Nasha-e-Mai
Ko
Ta'aluq
Nahin
Pemane
Se
Hai
Ayan
Yorish-e-Tataar
Ke
Afsane
Se
Pasban
Mil
Gaye
Kaabe
Ko
Sanam
Khane
Se
Kashti-e-Haq
Ka
Zamane
Mein
Sahara
Tu
Hai
Asr-e-Nau
Raat
Hai,
Dhundla
Sa
Sitara
Tu
Hai
Hai
Jo
Hangama
Bipa
Yorish-e-Balghari
Ka
Ghafilon
Ke
Liye
Pegham
Hai
Baidari
Ka
Tu
Samajhta
Hai
Ye
Saman
Hai
Dil
Aazari
Ka
Imtihan
Hai
Tere
Isaar
Ka,
Khud-Dari
Ka
Kyun
Harasan
Hai
Saheel-e-Faras-e-Aada
Se
Noor-e-Haq
Bujh
Na
Sake
Ga
Nafs-e-Aada
Se
Chashme-e-Aqwam
Se
Makhfi
Hai
Haqiqat
Teri
Hai
Abhi
Mehfil-e-Hasti
Ko
Zaroorat
Teri
Zinda
Rakhti
Hai
Zamane
Ko
Hararat
Teri
Koukab-e-Qismat-e-Imkan
Hai
Khilafat
Teri
Waqt-e-Fursat
Hai
Kahan,
Kaam
Abhi
Baqi
Hai
Noor-e-Touheed
Ka
Itmam
Abhi
Baqi
Hai
Misl-e-Bu
Qaid
Hai
Ghunche
Mein,
Preshan
Ho
Ja
Rakht
Bar
Dosh
Hawaye
Chamanistan
Ho
Ja
Hai
Tunk
Maya
To
Zarre
Se
Byaban
Ho
Ja
Naghma-e-Mouj
Se
Hangama-e-Toofan
Ho
Ja!
Quwwat-e-Ishq
Se
Har
Past
Ko
Bala
Kar
De
Dehr
Mein
Ism-e-Muhammad
(S.A.W.)
Se
Ujala
Kar
De
Ho
Na
Ye
Phool
To
Bulbul
Ka
Tarannum
Bhi
Na
Ho
Chaman-e-Dehr
Mein
Kaliyon
Ka
Tabassum
Bhi
Na
Ho
Ye
Na
Saqi
Ho
To
Phir
Mai
Bhi
Na
Ho,
Khum
Bhi
Na
Ho
Bazm-e-Touheed
Bhi
Dunya
Mein
Na
Ho,
Tum
Bhi
Na
Ho
Khema
Aflak
Ka
Istada
Issi
Naam
Se
Hai
Nabz-e-Hasti
Tapish
Aamadah
Issi
Naam
Se
Hai
Dasht
Mein,
Daman-e-Kuhsar
Mein,
Maidan
Mein
Hai
Behr
Mein,
Mouj
Ki
Aghosh
Mein,
Toofan
Mein
Hai
Cheen
Ke
Shehr,
Maraqash
Ke
Byaban
Mein
Hai
Aur
Poshida
Musalman
Ke
Iman
Mein
Hai
Chashm-e-Aqwam
Ye
Nazara
Abad
Tak
Dekhe
Riffat-e-Shan-e-'Rafaana
La
Ka
Zikrak'
Dekhe
Mardam-e-Chashm-e-Zameen
Yani
Woh
Kali
Dunya
Woh
Tumhare
Shuhada
Palne
Wali
Dunya
Garmi-e-Mehr
Ki
Parwarda
Hilali
Dunya
Ishq
Wale
Jise
Kehte
Hain
Bilali
Dunya
Tapish
Andoz
Hai
Iss
Naam
Se
Paare
Ki
Tarah
Ghouta
Zan
Noor
Mein
Hai
Aankh
Ke
Tare
Ki
Tarah
Aqal
Hai
Teri
Sipar,
Ishq
Hai
Shamsheer
Teri
Mere
Darvaish!
Khilafat
Hai
Jahangeer
Teri
Ma
Siwa
Allah
Ke
Liye
Aag
Hai
Takbeer
Teri
Tu
Musalman
Ho
To
Taqdeer
Hai
Tadbeer
Teri
Ki
Muhammed
(S.A.W.)
Se
Wafa
Tu
Ne
Tau
Hum
Tere
Hain
Yeh
Jahan
Cheez
Hai
Kya,
Loh-o-Qalam
Tere
Hain
Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.