Nusrat Fateh Ali Khan - Mast Nazron Se Allah Bachaiye paroles de chanson

paroles de chanson Mast Nazron Se Allah Bachaiye - Nusrat Fateh Ali Khan



Koi dil mein liye armaan chala jaata hai
Koi khoye huay ausaar chala jaata hai
Husn walon se yeh keh do ke na niklein bahir
Dekhne walon ka eimaan chala jaata hai
Mast nazron se Allah bachaye
Mahjamalon se Allah bachaye
Mast nazron se Allah bachaye
Mahjamalon se Allah bachaye
Har bala sar pe aa jaye lekin
Husn walon se Allah bachaye
Inki maasoomiyat par na jaana
Inke dhoke mein har giz na aana
Loot lete hain yeh muskura kar
In ki chalon se Allah bachaye
Inki maasoomiyat par na jaana
Inke dhoke mein har giz na aana
Loot lete hain yeh muskura kar
Inki chalon se Allah bachaye
Loot lete hain yeh muskura kar
Inki chalon se Allah bachaye
Loot lete hain ye, loot lete hain
Ye loot lete hain, ye loot lete hain
Ye loot lete hain, ye loot lete hain
Jalakrukhi dikha kar, muskura kar loot lete hain
Nigao se nigao ko mila kar loot lete hain
Ye atchi pardadaadi hain, ye atchi dilnawazi hain
Hasa kar loot lete hain, rula kar loot lete hain
Ye loot lete hain, ye loot lete hain
Ye loot lete hain, ye loot lete hain
Husn waale wafa nahi karte
Ishq waale dagha nahi karte
Zulm karna to inki aadat hain
Ye kisi ka bhala nahi karte
Ye loot lete hain, ye loot lete hain
Ye loot lete hain, ye loot lete hain
Amir is raaste se jo guzrte hain woh kehte hain
Muhalla hain haseeno ka, ke ki basti hain
Ye loot lete hain, ye loot lete hain
Loot lete hain yeh muskura kar
Inki chalon se Allah bachaye
Inki fitrat mein hain be-wafaai
Jaanti hain ye saari khudaaee
Atche-atcho ko dete hain dhoka
Bhole-bhalo se Allah bachaye
Atche-atcho ko dete hain dhoka
Bhole-bhalo se Allah bachaye
Mast nazron se Allah bachaye
Mahjamalon se Allah bachaye



Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan, Farrukh Ali Khan, Purnam Allah Abadi


Nusrat Fateh Ali Khan - Greatest Top 30 Hits of Rahat and Nusrat Fateh Ali Khan

1 Gham Hai Ya Khushi Hai
2 Dil Tarpe Dildar Bina
3 Mast Nazron Se Allah Bachaiye
4 Tumhen Dillagi Bhool Jaani Parhe Gi
5 Allah Hoo
6 Nit Khair Mangan Sohniyan Mein Teri
7 Sanson Ki Mala Pe
8 Janey Ya Ali
9 Kise Da Yaar Na Vichre
10 Raba Ve Mera Yaar Morh De
11 Haq Ali Ali Maula
12 Yaadan Vichre Sajan Diyan Aaiyan
13 Ni Main Jana Jogi De Naal
14 Aankh Se Aankh Milao
15 Ja Mur Ja Aje Wi
16 Sanu Ik Pal Chain Na Aawe
17 Sukh Mahi Naal Lai Gaya
18 Sajna Mein Ghaman De Azaab Vich
19 Janda Hoya Das Na Gaya
20 Kinna Sohna Tenu Rab Ne Banaya
21 Yaara Dak Le Khooni Akhiyan Noon
22 Kabbeh Wali Gali Vich Yaar da Mukaan
23 Ankh Uthi Mohabat Ne
24 Suda Rehna Naam Rab Da
25 Mera Eh Charka Naolakha
26 Kal Raat Tumhare Honton
27 Mera Piya Ghar Aaya
28 Khat Ye Tumhara
29 Kaali Kaali Zulfon Ke
30 Best of Khan (Rahat's Tribute)




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.