Nusrat Fateh Ali Khan - Mulaqat Ho Gayee paroles de chanson

paroles de chanson Mulaqat Ho Gayee - Nusrat Fateh Ali Khan

Raazdaro Se Bach Ke Chalta Hon
Raazdaro Se...
Raazdaro Se Bach Ke Chalta Hon
Ghamgusaro Se Bach Ke Chalta Hon
Mujh Ko Dhoka Diya Saharo Ne
Ab Sahaaro Se Bach Ke Chalta Hon
Aqal Ke Rog Maar Daite Hain
Ishq Ke Sog Maar Daite Hain
Aadmi Khud ba Khud Nahi Marta
Doosre Log Maar Daite Hain
Sheeraza e Hayat Parishan Ho Giya
Yeh Marhala Bhi Khair Se Asaan Ho Giya
Mere Sakoon e Dil ko To Hona He Tha Tabha
Un Ki Bhi Ik Nigaah Ka Nuqsan Ho Giya
Unki Taraf Se,
Unki Taraf Se,
Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai
Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai
Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai
Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai
Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai
Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai
Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai
Hum Jis Se Darr Rahe Thy
Hum Jis Se Darr Rahe Thy Wohi Baat Ho gai
Hum Jis Se Darr Rahe Thy Wohi Baat Ho gai
Hum Jis Se Darr Rahe Thy Wohi Baat Ho gai
Un Key Liye Koi Na Koi Baat Ho Gai
Un Key Liye Koi Na Koi Baat Ho Gai
Un Key Liye Koi Na Koi Baat Ho Gai
Un Key Liye Koi Na Koi Baat Ho Gai
Un Key Liye Koi Na Koi Baat Ho Gai
Ainaa Dekhne Mein Nayi Baat Ho Gai
Ainaa Dekhne Mein Nayi Baat Ho Gai
Un Se He Aaj Un Ki Mulaqat Ho Gai
Un Se He Aaj Un Ki Mulaqat Ho Gai
Un Se He Aaj Un Ki Mulaqat Ho Gai
Un Se He Aaj Un Ki Mulaqat Ho Gai
Un Se He Aaj Un Ki Mulaqat Ho Gai
Un Se He Aaj Un Ki Mulaqat Ho Gai
Tay Un Se Roz e Hashar Mulaqat Ho Gai
Tay Un Se Roz e Hashar Mulaqat Ho Gai
Tay Un Se Roz e Hashar Mulaqat Ho Gai
Itni See Baat Kitni Bari Baat Ho Gai
Itni See Baat Kitni Bari Baat Ho Gai
Itni See Baat Kitni Bari Baat Ho Gai
Itni See Baat Kitni Bari Baat Ho Gai
Aye Hain Woh Mareez e Mohabat Ko Dekh Ker
Aye Hain Woh Mareez e Mohabat Ko Dekh Ker
Aye Hain Woh Mareez e Mohabat Ko Dekh Ker
Aansoo Bata Rahe Hai Koi Baat Ho Gai

Aankh Kambakht Se Us Bazm Mein Aansoo Na Ruka
Aankh Kambakht Se Us Bazm Mein Aansoo Na Ruka
Aik Qatray Ne Doboya Mujhe Samundar Ho Ker
Aansoo Bata Rahe Hai Koi Baat Ho Gai
Dar Parda Bazm e Ghaib Mein Dono Ki Guftugu
Dar Parda Bazm e Ghaib Mein Dono Ki Guftugu
Dar Parda Bazm e Ghaib Mein Dono Ki Guftugu
Dar Parda Bazm e Ghaib Mein Dono Ki Guftugu
Uthi Idhar Nigaah Udhar Baat Ho Gai
Uthi Idhar Nigaah Udhar Baat Ho Gai
Kab Talk Qamar o Shaam Ke Wadey Ka Intizaar
Kab Talk Qamar o Shaam Ke Wadey Ka Intizaar
Kab Talk Qamar o Shaam Ke Wadey Ka Intizaar
Sooraj Chupa
Sooraj Chupa, Chirag Jaley Raat Ho Gai
Sooraj Chupa, Chirag Jaley Raat Ho Gai
Sooraj Chupa, Chirag Jaley Raat Ho Gai
Unki Taraf Se Tark e Mulaqat Ho Gai

Writer(s): Farrukh Fateh Ali Khan

Nusrat Fateh Ali Khan - Shahenshah-E-Qawwal Nusrat Fateh Ali Khan Vol -2

Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.