Pritam, Rahat Fateh Ali Khan & Anupam Amod - Tera Deedar Hua (From "Jannat 2") paroles de chanson

paroles de chanson Tera Deedar Hua (From "Jannat 2") - Rahat Fateh Ali Khan , Pritam , Anupam Amod



Yun tera muskurana, aur aake chale jaana
Yun tera muskurana aur aake chale jaana
Kismat ka hai khul jaana
Tera, deedar hua
Pehla, sa pyaar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh, inkaar hua
Naa hi, iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko
Yun tera muskurana aur aake chale jaana
Kismat ka hai khul jaana
Tera, deedar hua
Pehla, sa pyaar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh, inkaar hua
Naa hi, iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko
Re ga ra re pa ma ga...
Tujhse mila toh jaagi duaayein
Aur nazar ne sajda kiya
Jannat zameen pe aayi utar ke
Khushiyon ne jaise chun sa liya
O tujhse mila toh jaagi duaayein
Aur nazar ne sajda kiya
Jannat zameen pe aayi utar ke
Khushiyon ne jaise chun sa liya
Har manzar dilnasheen hai (aha)
Tu hi tu har kahin hai (aha)
Oh teri yeh rajaayein toh hai saari qatilana
Tera, deedar hua
Pehla, sa pyaar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh, inkaar hua
Naa hi, iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko
Tere bina main tanha tha har pal
Honthon pe har dum thi tishnagi
Maqsad nahi tha, sapne nahi thay
Thi zindagi mein aawargi
Tu mera rehnuma hai (aha)
Manzil hai raasta hai (aha)
O mere liye tu toh jaise rab ka hai nazrana
Tera, deedar hua
Pehla, sa pyaar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh, inkaar hua
Naa hi, iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko
Yun tera muskurana, aur aake chale jaana
Yun tera muskurana aur aake chale jaana
Kismat ka hai khul jaana
Tera, deedar hua
Pehla, sa pyaar hua
Pehli hi baar hua iss dil ko
Naa toh, inkaar hua
Naa hi, iqraar hua
Jaane kya yaar hua iss dil ko



Writer(s): PRITAM CHAKRABORTY, ANUPAM AMOD


Pritam, Rahat Fateh Ali Khan & Anupam Amod - Best of Me: Pritam
Album Best of Me: Pritam
date de sortie
18-06-2013



Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.