paroles de chanson Zahe Muqaddar Huzoor-e-Haq Se - Qari Waheed Zafar Qasmi
Zahe
muqaddar
huzoor
e
haq
say
salaam
aaya
payam
aya
Jhukao
nazrein
bichao
palkain
adab
ka
aala
maqam
aaya.
Yeh
kon
sar
say
kafan
lapatay,
chala
hai
ulfat
kay
rastay
par
Farishtay
hairat
say
tak
rahe
hain
yeh
kon
zy
ehteram
aaya.
Faza
main
labbaik
ki
sadain,
zah
farishta
aarsh
goonjti
hain
Har
aik
qurban
ho
raha
hai,
zaban
pay
yeh
kis
ka
naam
aaya.
Yeh
rah
e
haq
hai!
Sambhal
kay
chalna!
Yahan
hai
manzil
qadam
qadam
par
Pohanchna
dar
par,
to
kehna
aaqa
salaam
lijiye
ghulam
aaya.
Yeh
kehna
aaqa
bohat
say
aashiq
taraptay
say
chor
aaya
houn
main
Bulaway
kay
muntazir
hain
lekin,
na
subho
aaya
na
shaam
aaya.
Dua
jo
nikli
thi
dil
say
aakhir,
palat
kay
maqbool
ho
kay
aayi
Woh
jazba
jis
main
tarap
thi
sachi,
woh
jazba
aakhir
ko
kaam
aaya.
Khuda
tera
hafiz
o
nigehban,
Oh
rah
e
bat'ha
kay
janay
wale
Nabi
de
sad
inbisat
ban
kar,
payam
darood
o
salaam
aaya.
Zahay
muqadar
huzur
e
haq
se
salaam
aaya
payam
aaya
Jhukao
nazreen
bichao
palkeen
adab
ka
aala
maqam
aaya.
Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.