Sanam - Roop Tera Mastana - From "Roop Tera Mastana - Sanam" paroles de chanson

paroles de chanson Roop Tera Mastana - From "Roop Tera Mastana - Sanam" - Sanam



Roop tera mastana, pyar mera deewaana
Roop tera mastana, pyar mera deewaana
Bhool koi humse na ho jaaye
Roop tera mastana, pyar mera deewaana
Bhool koi humse na ho jaaye
Raat nashili mast samaa hai
Aaj nashe mein saara jahaan hai
Raat mashili mast samaa hai
Aaj nashe mein saara jahaan hai
Haan yeh sharaabi mausam behkaaye
Roop tera mastana, pyar mera deewaana
Bhool koi humse na ho jaaye
Aankhon se aankhein milti hai aise
Bechain hoke toofan mein jaise
Aankhon se aankhein milti hai aise
Bechain hoke toofan mein jaise
Mauj koi saahil se takraaye
Roop tera mastana, pyar mera deewaana
Roop tera mastana, pyar mera deewaana
Bhool koi humse na ho jaaye



Writer(s): S.D. BURMAN


Sanam - In Love with Sanam
Album In Love with Sanam
date de sortie
02-02-2017




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.