paroles de chanson Rukh - superdupersultan , Shareh
Itnay
likh
diye
gaanay
kay
ab
likha
hi
nahi
jaata
Seh
chuka
hu
gham
kay
ab
khila
bhi
jaata
Sabar
kiya
kafi
lekin
silah
hi
nahi
ata
Zindagi
mein
teri
mera
zikar
hi
nahi
ata
Halaato
kay
bai'is
sanjeeda
pehlay
daur
say
Zakham
itnay
milay
puchou
pasandeedah
kaunsay
Milatay
nahi
nazar
naa
hi
dekh
paatay
ghaur
say
Fikar
rehti
itni
puchay
haal
kisi
aur
say
Ab
dekhte
hi
dekhte
mai
khud
say
hu
door
Hosh
na
hawaas
tabhi
milta
sukoon
Dekhte
hi
dekhte
mai
logo
say
door
Hosh
na
hawaas
tou
mai
khud
say
milu
Par
jab
tak
yaha
rahengay
hun
Aur
jab
tak
yaha
rahega
dam
Phir
tab
tak
yaha
banengi
baatain
Phir
tab
tak
yaha
sunengein
sab
Maa
jab
dekhti
shows
kay
posters
beta
jab
khara
houta
unka
stage
pay
Baap
bhi
houta
hai
khush
dekh
k
podcast
random
page
pay
Sabsay
bari
fan
banay
meri
family
Lekin
kabhi
kabhi
really
just
cant
believe
Mera
music
karna
bana
meri
sanity
Kabhi
ruknay
nahi
wala
meri
guarantee
Tou
phir
kese
ab
dil
yeh
chahega
nahi
Milta
hai
pyaar
bhallay
faida
nahi
Wou
bolein
yeh
shareh
ki
jeet
hai
Sunu
yeh
baat
tou
mehnat
hou
rayega
nahi
Phir
kese
jahaan
dohrayega
nahi
Jou
gaanay
tum
gaatay
wou
gayegaa
nahi
Sarhad
k
aar
aur
sarhad
k
paar,
sar
hiltay
gaano
pay
tou
i
can
see
'Verses'
mai
likh
kay
ab
thakk
gaya
Mujhe
hai
likhni
tareekh
Upar
jab
khara
hun
stage
pay
Mujhe
sab
dikhta
bareek
Tumpe
jab
beth'ta
likhnay
Kiu
mai
likh
deta
tareeef
Wou
puchtay
rehtay
hai
har
bar
Mai
bar
bar
bolun
mai
theek
And
I'm
not
in
the
state
k
likhu
ab
gaanay
mai
roz
Aur
kuch
hi
yaha
bachay
hai
dost
Tou
beta
yaha
baatain
na
(nai)
Betey
baatain
na
kar
yaha
maathay
hai
shaat
Dou
sifar
say
bana
dete
hum
8
Sifar
say
leke
chaley
thay
jou
art
Ab
sifar
hi
barhtay
rehtay
seedhay
haath
Mere
baray
nahi
jaantay
tou
zikar
na
kar
Puch
haal
na
ehwaal
meri
fikar
na
kar
Mere
jese
tune
sunay
lekin
dekhe
na
par
3 cameras
tabhi
leta
bigger
picture
Ab
wider
perspective,
I'm
picturing
bros
Changing
the
pose,
kuch
trophy,
awards
Hum
likh
rahay
tab
say
jab
nahi
tha
cause
Waqt
leti
cheezain
and
I'm
waiting
ofcourse
Kabhi
chaltay
rehna
lagay
theek
Kabhi
chaltay
gaye
hum
ruk
Kabhi
khud
say
na-umeed
Kabhi
khud
say
milta
sukh
Kabhi
chaltay
rehna
lagey
theek
Kabhi
chaltay
gaye
hum
ruk
Kabhi
chaltay
lagay
ajeeb
Badaltay
gaye
hum
rukh
Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.