Shreya Ghoshal - Teri Yaadon Mein (remix) paroles de chanson

paroles de chanson Teri Yaadon Mein (remix) - Shreya Ghoshal



Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan
Teri yaadon mein khoya rehta hoon
Mujhko dasti hai tanhaaiyan
Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan
Tu jo judaa ho gayi
Teri sadaa kho gayi
Dekh le phir zindagi
Haa kya se kya ho gayi
Jab se bichdi hoon
Rab se kehti hoon
Kitna suna hai tera jahaan
Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan
Kaise kate zindagi maayusi bebasi
Raahen sabhi kho gayi
Roshani de roshani
Main toh rehti hoon teri raahon mein
Bekhabar mujhko dhunde kahaan
Phirta rahoon dar badar
Milta nahi tera nishaan
Hoke judaa kab main jiya
Tu hai kahaan main kahaan
Teri yaadon mein khoya rehta hoon
Mujhko dasti hai tanhaaiyan




Shreya Ghoshal - Har Pal...




Attention! N'hésitez pas à laisser des commentaires.