A.Nayyar - Chand Taare Ghata текст песни

Текст песни Chand Taare Ghata - A.Nayyar




Chand, taare, ghata, fool, shabnam, hawa
Chand, taare, ghata, fool, shabnam, hawa
Hasan sab kaa vahi, hai vahi dil kushi
Hasan sab kaa vahi, hai vahi dil kushi
Sirf to hi naheen zindagi main
To fir kiya hawa, kiya hawa, kiya hawa, kiya hawa
Chand, taare, ghata, fool, shabnam, hawa
Tujh se pahele bhi sooraj nikalata tha
Subah hoti thi, din bhi dhalataa tha
Teree bin vaise hi meree din raat hain
Beete hue lamhon ke say meree saath hain
Tujh se milana meraa ik haseen khwaab tha
Sirf to hi naheen zindagi main
To fir kiya hawa, kiya hawa, kiya hawa, kiya hawa
Chand, taare, ghata, fool, shabnam, hawa
Sirf jeena naheen pyaar hi ke liye
Pyaar sab kuch naheen zindagi ke liye
To ne ye sochaa tha, main bikhar jaun gaa
To mujhe na mili to main mar jaun gaa
To ne sochaa tha kiya, kiya se kiya ho gaya
Sirf to hi naheen zindagi main
To fir kiya hawa, kiya hawa, kiya hawa, kiya hawa
Chand, taare, ghata, fool, shabnam, hawa
Hasan kii bheed main dhundti hai nazar
Kitne chehare yahaan khub se khub tar
Koi tujh sa haseen kahin mil jaaye gaa
Meree dil kaa kanval kabhi khul jaaye gaa
Pyaar hota naheen zindagi se judaa
Sirf to hi naheen zindagi main
To fir kiya hawa, kiya hawa, kiya hawa, kiya hawa
Chand, taare, ghata, fool, shabnam, hawa
Chand, taare, ghata, fool, shabnam, hawa
Hasan sab kaa vahi, hai vahi dil kushi
Hasan sab kaa vahi, hai vahi dil kushi
Sirf to hi naheen zindagi main
To fir kiya hawa, kiya hawa, kiya hawa, kiya hawa
Chand, taare, ghata, fool, shabnam, hawa



Авторы: Karim Shahabuddin, Younus Humdam


A.Nayyar - Disco Dharkan
Альбом Disco Dharkan
дата релиза
01-04-1985




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.
//}