Anuradha Sriram - Roshan Huyi Raat текст песни

Текст песни Roshan Huyi Raat - Anuradha Sriram



Roshan hui raat vo aasmaan se utar ke zameen pe aaya
Roshan hui raat mariyam ka beta mohabbat ke sandese laaya
Duniya mein vo meherbaan saath laaya sachchayee ke ujaale
Duniya mein banke maseeyah vo aaya ki humko toofan se bachaale
Roshan hui raat vo aasmaan se utar ke zameen pe aaya
Utar ke zameen pe aaye
Roshan hui raat mariyam ka beta mohabbat ke sandese laaya
Mohabbat ke sandese laaya
Vo aaya seene se unko lagaane jo hain yahaan beshaare
Vo aaye baahon mein unko chhupaane jo hain yahaan gum ke maare
Roshan hui raat jab jagmagaaya poorab dalan ka sitaara
Roshan hui raat apne khuda se mariyam ne yisu pukaara
Roshan hui raat vo aasmaan se utar ke zameen pe aaya
Utar ke zameen pe aaye
Roshan hui raat mariyam ka beta mohabbat ke sandese laaya
Mohabbat ke sandese laaya
Roshan hui raat vo aasmaan se utar ke zameen pe aaya
Utar ke zameen pe aaye
Roshan hui raat mariyam ka beta mohabbat ke sandese laaya
Mohabbat ke sandese laaya



Авторы: A R RAHMAN, JAVED AKHTAR, ALLAHRAKKA RAHMAN


Anuradha Sriram - Sapnay (Original Motion Picture Soundtrack)
Альбом Sapnay (Original Motion Picture Soundtrack)
дата релиза
01-12-1996




Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.