Asha Bhosle feat. Shamshad Begum - Sharma Ke Agar Kyun Pardanashi текст песни

Текст песни Sharma Ke Agar Kyun Pardanashi - Asha Bhosle feat. Shamshad Begum



Sharma Ke Ye Kyon Sab Pardaanasheen Sharma Ke Ye Kyon Sab Pardaanasheen
Aanchal Ko Sanvaara Karte Hain
Sharma Ke Ye Kyon Sab Pardaanasheen
Aanchal Ko Sanvaara Karte Hain
Sharma Ke Ye Kyon Sab Pardaanasheen
Aanchal Ko Sanvaara Karte Hain
Sharma Ke Ye Kyon Sab Pardaanasheen
Aanchal Ko Sanvaara Karte Hain
Aanchal Ko Sanvaara Karte Hain
Aanchal Ko Sanvaara Karte Hain
Kuch Aise Nazar Vaale Bhi Hain Jo Chhup-Chhup Ke Nazaara Karte Hain
Kuch Aise Nazar Vaale Bhi Hain Jo Chhup-Chhup Ke Nazaara Karte Hain
Sharma Ke Ye Kyon Sab Pardaanasheen
Aanchal Ko Sanvaara Karte Hain
Betaab Nigaahon Se Kah Do Jalwon Se Ulajhnaa Theek Nahin
Jalwon Se Ulajhnaa Theek Nahin
Jalwon Se Ulajhnaa Theek Nahin
Betaab Nigaahon Se Kah Do Jalwon Se Ulajhnaa Theek Nahin
Jalwon Se Ulajhnaa Theek Nahin
Aana Sambhal Ke Pardanasheenon Ke SaamneJhukti Hai Zindagi Bhi Haseenon Ke SaamneMehfil Mein Husn Ki Jo Gaya Shaan Se GayaJis Ne Nazar Milaayi Wahi Jaan Se Gaya
Betaab Nigaahon Se Kah Do Jalwon Se Ulajhnaa Theek Nahin
Jalwon Se Ulajhnaa Theek Nahin
Jalwon Se Ulajhnaa Theek Nahin
Ye Naaz-O-Adaa Ke Matwaala Bemaut Bhi Maara Karte Hain .
Ye Naaz-O-Adaa Ke Matwaala Bemaut Bhi Maara Karte Hain
Sharma Ke Ye Kyon Sab Pardaanasheen
Aanchal Ko Sanvaara Karte Hain
Koi Na Haseenon Ko Poochhe Duniya Mein Na Ho Agar Dilwaale
Duniya Mein Na Ho Agar Dilwaale
Duniya Mein Na Ho Agar Dilwaale
Koi Na Haseenon Ko Poochhe Duniya Mein Na Ho Agar Dilwaale
Duniya Mein Na Ho Agar Dilwaale
Nazaren Jo Na Hoti To Nazaara Bhi Na Hota Duniya Mein Haseenon Ka Guzaara Bhi Na HotaNazaron Ne Sikhaayi Inhen Shoki Bhi Haya Bhi
Nazaron Ne Banaaya Hai Inhen Khud Bhi Khuda Bhi
Koi Na Haseenon Ko Poochhe Duniya Mein Na Ho Agar Dilwaale
Duniya Mein Na Ho Agar Dilwaale
Duniya Mein Na Ho Agar Dilwaale
Ye Husn Ki Izzat Rakhane Ko Har Zulm Gavaara Karte Hain .
Ye Husn Ki Izzat Rakhane Ko Har Zulm Gavaara Karte Hain
Kuch Aise Nazar Vaale Bhi Hain Jo Chhup-Chhup Ke Nazaara Karte Hain
Chheden Na Mohabbat Ke Maare In Chand Si Soorat Waalon Ko
In Chand Si Soorat Waalon Ko
In Chand Si Soorat Waalon Ko
Chheden Na Mohabbat Ke Maare In Chand Si Soorat Waalon Ko
In Chand Si Soorat Waalon Ko
Arz Kar Do Ye Nuqtaacheenon Se
Ki Rahen Door Naazaneenon Se
Agar Ye Khush Hon To Ulfat Ka Ahataraam Karein
Agar Zara Bhi Khafa Hon To Qatl-E-Aam Karein
Chheden Na Mohabbat Ke Maare In Chand Si Soorat Waalon Ko
In Chand Si Soorat Waalon Ko
In Chand Si Soorat Waalon Ko
Ye Shauk Nazar Ke Khanjar Bhi Seene Mein Utaara Karte Hain
Ye Shauk Nazar Ke Khanjar Bhi Seene Mein Utaara Karte Hain
Sharma Ke Ye Kyon Sab Pardaanasheen
Aanchal Ko Sanvaara Karte Hain



Авторы: SHAKEEL BADAYUNI, RAVI


Asha Bhosle feat. Shamshad Begum - Chaudhvin Ka Chand (Original Motion Picture Soundtrack)
Альбом Chaudhvin Ka Chand (Original Motion Picture Soundtrack)
дата релиза
01-12-1960



Внимание! Не стесняйтесь оставлять отзывы.